Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Lav Kush
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Baby Sreshtha, Master Aditya
Video of the song from youtube

Lyrics of Katha Yeh Ram Ki - कथा ये राम की

katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
rachi ye kaisi katha
kisi ko kya hai pata
ram ki ram hi jane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane

dasharth raja ne socha
ram ka rajyabhishek karun
manthra ne chal chali
kaikai ko bhadakaya
dasharth raja ne socha
ram ka rajyabhishek karun
manthra ne chal chali
kaikai ko bhadakaya
kaikai ne dasharth se
apne vachan ke badale me
raja bharth ko mang kar
vanvas ram ko dilwaya
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane

kaikai ki iccha ka
palan karne ram ji
nikal pade vanvas ko
siya lakhan bhi sath chale
kaikai ki iccha ka
palan karne ram ji
nikal pade vanvas ko
siya lakhan bhi sath chale
aai ye kaisi ghadi
vipada ye kaisi padi
sari ayodhya dukhi hui
ro pade chote bade
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
rachi ye kaisi katha
kisi ko kya hai pata
ram ki ram hi jane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane


lyrics of song Katha Yeh Ram Ki



Film cast: Jeetendra, Jayaprada, Dara Singh, Jayshree Gadkar, Arun Govil, Beena, Isha Gupta, Tiku Talsania, Churni Banerjee, Aditi Chatterjee, Pran, Aruna Irani, Master Aditya, Baby Sreshtha
Singer: S P Balasubramaniam, Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Asha Bhosle, Various artists, Usha Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist: Dev Kohli
Music Director: Raamlaxman
Film Director: V. Madhusudan Rao
Film Producer: Dilip Kankaria
External Links: Lav Kush at IMDB    
Watch Full Movie: Lav Kush at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy