Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Love Marriage (1959)
Love Marriage (1959)
Pyaasa (1957)
Pyaasa (1957)
Chori Chori (1956)
Chori Chori (1956)
Awara (1951)
Awara (1951)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Sharmila Tagore - sharmila_tagore_020.jpg
Sharmila Tagore

Hari Darshan
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 17 votes
Religious Songs
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 17
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Karo Hari Darshan (Jab Jab Dharti Par Julm Bada) - करो हरि दर्शन (जब जब धरती पर जुल्म बड़ा )

kitni hi bar daya nidhi ne
kitni hi bar daya nidhi ne
sansar ko aake ubhar liya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan

ye kahani bhaynkar kaal ki hai
parachin karodo saal ki hai
shankhasur naam ka tha danav
use darte the sur manav
rakash tha bada vikat bal me
vedo ko chura ke ghusa jal me
fir parbhu mne machhay roop dhara
papi shankhasur ko mara
papi shankhasur ko mara
ye amrit manthan ki hai katha
sur asuro ne sagar ko matha
sur asuro ne sagar ko matha
dubne laga parvat jal me
khalbali machi bhumandal me
tab hari ne kuram avtar liya
mandhrachal peeth pe dhar liya
hari ki lila hai ajab logo
dekho ab drisaye gajab logo

o dhan van tarijan me samandar se
amrit le aaye vo andar se
amrit ke liye danav jhagade
par parbhu nikale sabse tagde
parbhu bane sundar nari
mohini naam ki sukumari
jab matak matak mohini doli
daitayo ki band hui boli
asuro ka aasan hila diya
devo ko amrit pila diya

fir parbhu ka prithu avtar hua
unse dharti ka sudhar hua
sab niyam dharam ko theek kiya
jan jan ka man nirbhik kiya
jan jan ka man nirbhik kiya

ab suno bhagat dhruv ki gatha
bhagwan ko jhuka lo sab matha
jab dhruv ne hari darshan paye
tab uske lochan bhar aaye
ek baal bhagat ne nirakaar
naarayan ko saakaar kiya
jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan

jab garah ne gaj ko pakad liya
uske pairo ko jakad liya
tab chakr parani paidal dhaude
aa kar uske bandhan tode
aur chakr se garah ko sanhara
pal me gajraaj ko uddhara
fir parkat hue nar narayan
the maha tapsavi jag taaran
urvashi bhi dekh virakat hui
apsara bhi hari ki bhaqt hui
tab kaam bhi rasta naap gaya
aur karodh bhi man me kaap gaya
aur karodh bhi man me kaap gaya

bhaygriv tapasya karta tha
hone ko amar vo marta tha
tab maha maya saakaar hui
var dene ko taiyar hui
danav ne vachan ye ucchare
keval hari hi mujhe mare
hai shish roop hari ne dhara
aur papi rakshas ko mara
aur papi rakshas ko mara

fir hans roop me hari parkate
kalyan hetu shree hari parkate
bhagwan ne sab ko siksha di
pawan bhagati ki deeksha di
fir jag me yaagh bhagwan aaye
prithvi par parivartan laye
sab dev hawan se pushat huye
parani samshat santusat huye
fir parbhu kapil avtaar bane
shrisati ke tanarhar bane
apni mata ko gayan diya
janata ko sankhaye pardan kiya
janata ko sankhaye pardan kiya
fir sankadik avtar hue
vastav me balak char hue
mat socho vo keval balak the
bade dhram karam ke palak
jai vijai ko dekar shrap
baal bhgwaan ne jag ko taar diya

jab jab dharti par dhram ghata
tab tab parbhu ne avtar liya
karo hari darshan, karo hari darshan
karo hari darshan, karo hari darshan


lyrics of song Karo Hari Darshan (Jab Jab Dharti Par Julm Bada)

Comments for lyrics of song "Karo Hari Darshan (Jab Jab Dharti Par Julm Bada)"
josh on Friday, August 20, 2010
lord narayan is the first & final truth in this world.rest of the things
are immortal.whole universe worship this ultimate truth through their own
ways.

Sudevi Dasi on Thursday, January 13, 2011
Do you have the English subtitled version? We would all benefit greatly to
see the meaning of what is being said along with watching these great
stories. Thanks!

Laura on Sunday, December 18, 2011
@shankeyss i love sri hari vishnu i have his name in my <3

orawal on Tuesday, August 25, 2009
Such a great song! Where is the remaining song?

shankeyss on Thursday, July 16, 2009
payare hari narayan ki jai ho Jai shree hari

View all 10 comments related to song Karo Hari Darshan (Jab Jab Dharti Par Julm Bada) - करो हरि दर्शन (जब जब धरती पर जुल्म बड़ा )


Film cast: Dara Singh Randhawa, Sunder Randhawa, Jayashree Gadkar, Abhi Bhattacharya, B Saroja Devi, Jr Mehmood, Randhwa, Asit Sen
Singer: Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar
Lyricist: Pradeep
Music Director: Anandji, Kalyanji Veerji
Film Director: Chandrakant
Film Producer: Chandrakant
External Links: Hari Darshan at IMDB    Hari Darshan at Wikipedia
Watch Full Movie: Hari Darshan at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999)
Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999)
The Train (1970)
The Train (1970)
Rajkumar (1964)
Rajkumar (1964)
Chandni (1989)
Chandni (1989)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy