Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Gumashta
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kaise Tum Bin Kategi Umariya - कैसे तुम बिन कटेगी उमरिया

kaise tum bin kategi umariya
umariya are o
kaise tum bin kategi umariya
umariya are o mohe itna bata
mohe itna bata do sawariya
sawariya are o
kaise tum bin kategi umariya

apni aankho me kisko basaye hue
mujhse jate ho aankhe churaye hue
mujhse jate ho aankhe churaye hue
kaun bairan se
kaun bairan se lagi nazariya
nazariya are o
kaise tum bin kategi umariya

sare wade tum apne bhula ke chale
ho hans ke dil le liya phir rula ke chale
rula ke chale yu ujado na
yu ujado na man ki nagariya
nagariya are o
kaise tum bin kategi umariya

mera jivan sazakar na jao piya
mere man ko basakar na jao
man ke raja na
man ke raja na luto nagariya
nagariya are o
kaise tum bin kategi umariya
umariya are o mohe itna bata
mohe itna bata do sawariya
sawariya are o
kaise tum bin kategi umariya


lyrics of song Kaise Tum Bin Kategi Umariya

Comments for lyrics of song "Kaise Tum Bin Kategi Umariya"
aghamobin on Tuesday, May 08, 2012
bohat khoob janab Pashambay Baloch sahab aap ne jo maloomat di hain wo bilkul darust hain is film ko asstt mere uncle janab rasheed perveez ne kiya thaa waheed qureshi sahab ki family gulberg karachi main he yahi maloomat mujhe unke sahabzade perveez wahid ne di thi .bohat shukriya

mrtilwalli48 on Tuesday, August 23, 2011
Very good song and thanks for info about k datta by pashambay. He must have been a good music director after hearing this song. Any other films of his?

Jagjit Singh Ishar on Sunday, July 26, 2015
Rare of the rarest, never heard before. Nice composition of K Dutta.



Film cast: Murad, Nigar Sultana, Kuldip Kaur, Tabassum, Tiwari, Balam
Singer: Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, G.M. Durrani
Lyricist: Noor Lakhnavi, Waheed Qureshi, Raja Mehdi Ali Khan
Music Director: K Datta
Film Director: S M Yusuf
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy