Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bahadur
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kagava Re Ja Balma Ke Desva - कगवा रे जा बलमा के देसवा

kagva re ja balma ke desva
kagva re ja
man ko suna unka sandeshva
man ko suna unka sandeshva
man ko suna unka sandeshva
balma ke desva
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja

dur koyaliya bol rahi hai
dur koyaliya bol rahi hai
pawan ghunghat pat khol rahi hai
pawan ghunghat pat khol rahi hai
preet ki naiya dol rahi hai
preet ki naiya dol rahi hai
dil ro raha kismat khafa
vo hai juda
kagva re ja ja ja
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja

pankh jo hote main ud jaati
pankh jo hote main ud jaati
nirmohi ko aap manati
nirmohi ko aap manati
ro ro seene se lag jaati
ro ro seene se lag jaati
kahti bata meri khata jaalim piya
kagva re ja ja ja
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja
man ko suna unka sandeshva
man ko suna unka sandeshva
man ko suna unka sandeshva
balma ke desva
kagva re ja ja ja
kagva re ja balma ke desva
kagva re ja


lyrics of song Kagava Re Ja Balma Ke Desva

Comments for lyrics of song "Kagava Re Ja Balma Ke Desva"
TheDeepakp on Tuesday, January 20, 2015

FILM: "BAHADUR" = 1953.
Film cast: Suresh, Shyama, Amar Nath, Anwar Hussan, Roop Mala, Shammi
Singer: Asha Bhosle, Ashima Bannerjee, Mohammed Rafi, Rajkumari
Lyricist: Rajendra Krishan, Sarshar Sailani, Kunwar Mahendra Singh Bedi,
Surjit Sethi, Raja Mehdi Ali Khan, Firoz Jalandhari
Music Director: S Mohinder
Film Director: Riti Bhai
Film Producer: Ranjeet

jignesh kotadia on Sunday, April 26, 2015
Cant thank you enough for this mind blowing upload Jitenderji. Ek baat
puchhu ? Aapne itne saalo tak kaise aur kahan preserve kiya in ratno ko ? 

TheDeepakp on Tuesday, January 20, 2015
What Sitar yaar.



Film cast: Suresh, Shyama, Amar Nath, Anwar Hussan, Roop Mala, Shammi
Singer: Asha Bhosle, Ashima Bannerjee, Mohammed Rafi, Rajkumari
Lyricist: Rajendra Krishan, Sarshar Sailani, Kunwar Mahendra Singh Bedi, Surjit Sethi, Raja Mehdi Ali Khan, Firoz Jalandhari
Music Director: S Mohinder
Film Director: Riti Bhai
Film Producer: Ranjeet
External Links: Bahadur at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy