Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Samadhi
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Kadam Kadam Badhaye Ja
4.69 - 16 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kadam Kadam Badhaye Ja - कदम कदम बढ़ाये जा

tere liye tere vatan ki khak bekrar hai
himalya ki chotiyon ko tera intejar hai
vatan se door hai magar vatan ke geet gaye ja
vatan se door hai magar vatan ke geet gaye ja
kadam kadam badhaye ja khushi ke geet gaye ja
ye jidagi hai kaum ki tu kaum per lautaye ja
kadam kadam badhaye ja

bada kathin safar hai bade katin hai raste
magar ye mushkilen hain kya hai sipahiyo ke vaste
tu bijliyon se khel andhiyo pe muskuraye ja
tu bijliyon se khel andhiyo pe muskuraye ja
kadam kadam badhaye ja khushi ke geet gaye ja
ye zindagi hai kaum ki tu kaum per lautaya ja
kadam kadam badhaye ja

bichad raha hai tera bhai tujhse
to bichadne de, bichadne de naseeb kaum ka bane to
apna ghar ujadne de apna ghar ujadne de
mita ke apna ek ghar hajar ghar basaye ja
mita ke apna ek ghar hajar ghar basaye ja
kadam badaye ja khushi ke geet gaye ja
ye jidagi hai kaum ki tu kaum per lautaye ja
kadam badaye ja khushi ke geet gaye ja
ye jidagi hai kaum ki tu kaum per lautaya ja
kadam kadam badhaye ja

tere liye tere vatan ki khak bekrar hai
himalya ki chotiyon ko tera intejar hai
vatan se door hai magar vatan ke geet gaye ja


lyrics of song Kadam Kadam Badhaye Ja

Comments for lyrics of song "Kadam Kadam Badhaye Ja"
Calm Water on Friday, March 06, 2009
Step by step advance towards your goal, Singing songs of Joy.. This life -
it belongs to the people Sacrifice it for the masses! Dust of your nation
is eager to meet you The peaks of Himalaya is waiting for you. If your
brother is separating let it be If your house is ruined let it be You will
save thousand houses by letting your ruined. Onwards to Delhi!" - goes the
cry, Cradling the flag of the revolution, We shall plant it on the Red
Fort, And our flag shall flutter in the sky!

TheDeepakp on Sunday, October 25, 2015
Film cast: Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Shyam, Kuldip Kaur, Harjeet Kumar,
Sandhya, Shashi Kapoor, Mubarak
Singer: Lata Mangeshkar, Amirbai Karnataki, Chitalkar, Shamshad Begum
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: C Ramchandra
Film Director: Ramesh Saigal

Proudofbeingaman Xo on Saturday, January 12, 2013
I am glad we lost the 1962 war against China. As a nation, India learned
its very first lesson in international politics i.e. superficial promises,
backstabbing, and realization that we as a nation were defeated. No true
Indian shall ever let go of the pinch this defeat gave us. Remember it long
than you remember 1971 victory, and be ready for the day we give our
brother China a deserving reply.

Ishita Biswas on Monday, January 23, 2012
@eumelvillage Thanks! Appreciate you showing respect. World peace is not
that hard to imagine as John Lennon did. But this violence was very much
necessary for our independence. PS: I personally love Germany and want to
visit there someday. :-)

Ashwani Kumar Agarwal on Wednesday, August 15, 2012
Mai Indian Army ke jawano ko Salam karta hu aur unke pairo ki dool ko apne
maathey se lagata hu kyu ki unki wajah se hi hum sab Saans le rahey hai
jabki wo sab apni sansey rok nahi paa rahey hai Jai Hind Jai Bharat

View all 14 comments related to song Kadam Kadam Badhaye Ja - कदम कदम बढ़ाये जा


Film cast: Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Shyam, Kuldip Kaur, Harjeet Kumar, Sandhya, Shashi Kapoor, Mubarak
Singer: Lata Mangeshkar, Amirbai Karnataki, Chitalkar, Shamshad Begum
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: C Ramchandra
Film Director: Ramesh Saigal
External Links: Samadhi at IMDB    Samadhi at Wikipedia
Watch Full Movie: Samadhi at YouTube    Samadhi at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy