Enter Search Text

Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Nasha Vol. 2 - Pankaj Udhas
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.80 - 5 votes
Pankaj Udhas
Philosophical Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Kabhi Nahi Pad Sakta - कभी नहीं पड़ सकता

kabhi nahi pad sakta
kabhi nahi pad sakta
yaaron maikhaane mein tala
kabhi nahi pad sakta
yaaron maikhaane mein tala
ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala

jaam pe jaam chadhkar koi gham halka kar leta hai

aur manaye jashn koi takrakar pyale se pyala
aur manaye jashn koi takrakar pyale se pyala
kabhi nahi pad sakta
yaaron maikhaane mein tala
ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala

maikhane mein aaj kuch itni
maikhane mein aaj kuch itni
maikhane mein aaj kuch itni
bheed hai peene waalon ki
maikhane mein aaj kuch itni
bheed hai peene waalon ki
maikhane mein aaj kuch itni
bheed hai peene waalon ki
ghar pe jakar so nahi sakta maikhane ka rakhawala
ghar pe jakar so nahi sakta maikhane ka rakhawala
kabhi nahi pad sakta
yaaron maikhaane mein tala
ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala

wo saawan ho ya patjadh ho jaam chalkaate rehte hai

peene se kab ruk sakta hai jo hai may ka matwaala
peene se kab ruk sakta hai jo hai may ka matwaala
kabhi nahi pad sakta
yaaron maikhaane mein tala
ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
shehar hai peenewala
shehar hai peenewala
shehar hai peenewala
shehar hai peenewala

lyrics of song Kabhi Nahi Pad Sakta

Comments for lyrics of song "Kabhi Nahi Pad Sakta"
Sachin Patil on Wednesday, July 01, 2015
oooeeeiiiii liver,kidney,heart problem after certain time death

Singer: Pankaj Udhas
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy