Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Mahtab (Ghulam Ali)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Kabhee Toh Maharaban Ho Kar Bula Le - कभी तो मेहरबाँ हो कर, बुला ले

kabhi to meharba ho kar, bula le
kabhi to meharba ho kar, bula le
ye mahwash hum fakiron ki dua le
kabhi to meharba ho kar, bula le
kabhi to meharba ho kar, bula le
bula le

na jane phir ye rut aaye na aaye
na jane phir ye rut aaye na aaye
na jane phir ye rut aaye na aaye
jawa phulo ki kuch khushbu chura le
jawa phulo ki kuch khushbu chura le
kabhi to meharba ho kar, bula le
bula le

humari bhi sambhal jayegi halat
humari bhi sambhal jayegi halat
humari bhi sambhal jayegi halat
wo pahle apni julfe to sambhale
wo pahle apni julfe to sambhale
kabhi to meharba ho kar, bula le
bula le

nikalne ko hai wo mahtaab ghar se
nikalne ko hai wo mahtaab ghar se
nikalne ko hai wo mahtaab ghar se
sitaro se kaho najre jhuka le
sitaro se kaho najre jhuka le
kabhi to meharba ho kar, bula le
bula le

zamana to yunhi rutha rahega
zamana to yunhi rutha rahega
zamana to yunhi rutha rahega
chalo jalib unhe chal kar mana le
chalo jalib unhe chal kar mana le
kabhi to meharba ho kar, bula le
ye mahwash hum fakiron ki dua le
kabhi to meharba ho kar, bula le
bula le


lyrics of song Kabhee Toh Maharaban Ho Kar Bula Le

Comments for lyrics of song "Kabhee Toh Maharaban Ho Kar Bula Le"
rajinder2426 on Friday, May 03, 2013
very calm, I always feel a deep comfort somewhere in my whole being ,its
difficult to explain. Just an amazing experience'

rana abrar on Thursday, May 28, 2015
From the album maahtab no word to explain the pain

DSB 444 on Tuesday, May 22, 2012
VERY GOOD UPLOAD. FROM ALBUM MAHTAAB. RAAG LALIT.



Singer: Ghulam Ali
Lyricist: Ahmed Nadeem Qasmi, Saghar Siddiqui, Habib Jalib, Parveen Shakir, Mohsin Naqvi
Music Director: Ghulam Ali
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy