|  
	 
	
	
	 
	
	
	 
	
	
	 
	
	
	 
	
	
	 
	 | 
	 |  
		
		
			
			 | 
			
		
			
			 | 
            Thumb | 
    		Song Heading | 
			Singer / Movie | 
			Music By / Lyricist | 
			Actor / Category | 
			 | 
			 
		 
		
    
    
| Video of the song from youtube | 
Advertisements | 
 
| 
 Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website. 
   We will add as soon as the video of the song is available.  | 
 | 
 
 
Lyrics of Kabhee Ha Ha Hote Hote Naa Huwa - ये भी क्या मजे की यारों बात हैye bhi kya maje ki yaaro baat hain 
jaha kayi jaaye ek raaj hain 
kabhi kabhi jo naa socha ho gaya 
milate milate kahi kuch kho gaya 
yahi dil apna hairan huwa 
kabhi ha ha hote hote naa huwa 
kabhi na na hote hote ha huwa 
kabhi ha ha hote hote na huwa 
kabhi na na hote hote ha huwa 
 
mano hamare yaar karna nahi tum pyaar 
pyaar hawaon ka ye jhonka hain 
khushiya mana hazar gam bhi hain beshumar 
jo jo na socha yaha hota hain 
kabhi ha ha hote hote na huwa 
kabhi na na hote hote ha huwa 
kabhi ha ha hote hote na huwa 
kabhi na na hote hote ha huwa 
 
baat hain sidhi sadhi sun le diwane abhi 
phir tu na kehana kabhi kaha nahi 
pyaar hain dhoka nahi phir bhi bharosa nahi 
kuchh bhi hota hain kabhi pata nahi 
kisi mode pe aake aisa huwa 
kabhi ha ha hote hote na huwa 
kabhi na na hote hote ha huwa 
kabhi ha ha hote hote na huwa 
kabhi na na hote hote ha huwa 
 
ye bhi kya maje ki yaaro baat hain 
jaha kai jaaye raaj hain 
kabhi kahi socha na woh ho gaya 
milate milate kahi kuchh kho gaya 
yahi dil apna hairan huwa 
kabhi ha ha hote hote na huwa 
kabhi na na hote hote ha huwa 
kabhi ha ha hote hote na huwa 
kabhi na na hote hote ha huwa 
 
 
			
				
				  The Infinite | 
				
				
				| Singer:  | Jimmy Felix , Neeti Mohan , Sangeet Haldipur , Vasudha Sharma |  | Music Director:  | Jayanta Pathak, Aadesh Shrivastava |  				 
				 | 
				 
			 
 
		
			
			 | 
			You may also like songs from these films on HindiGeetMala | 
			 | 
			 
		 
		
 | 
 | 
 
 
 | 
 |