Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Amar (1954)
Amar (1954)
Nagin (1954)
Nagin (1954)
House No. 44 (1955)
House No. 44 (1955)
Chaudhvin Ka Chand (1960)
Chaudhvin Ka Chand (1960)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Hema Malini - hema_malini_014.jpg
Hema Malini

Kisaan
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube Advertisements
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=rRqiTtimBo4


Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Kaam Hamari Pooja Yaro - काम हमारी पूजा यारों

himmat koi is dharti pe dekhe kisaan ki
khud bhukha rahke, bhukh mitaaye jahaa ke
are o o aa aa o o aa aa
kaam hamari pooja oye kaam hamari pooja yaaro
khet hamare mandir
kaam hamari pooja yaaro, khet hamare mandir
jivan ka anmol khajaana ho ho
jivan ka anmol khajaana, hain dharti ke andar
ham hain kisaan, ham hain kisaan
ham hain kisaan, ham hain kisaan
ho ho ho ho ho ho

isame pasine ke suraj bone se uge ujaala
o saathi uge ujaala
himmat ke haantho se piro le, ham khushiyo ki maala
o saathi khushiyo ki maala
o o o
halke kalam se kheto me, ham likhte hain takdeere
khun pasine se banti hain, apani ye takdeere
haath me jitne chhale
oye haath me jitne chhal, ubhre utana bane mukaddar
jivan ka anmol khajana, hain dharti ke andar
ham hain kisaan, ham hain kisaan
ham hain kisaan, ham hain kisaan
ho ho ho ho ho ho

bailo ke chalne se kheto ka jivan chalta hain
utani hi fasale pakti hain, oye tan jitana jalta hain
bailo ke chalne se kheto ka jivan chalta hain
utani hi fasale pakti hain, tan jitana jalta hain
are o o o o
ann ke gahano se apani, koi fasal rahe kyun khali
dharti se joto fal fute, jo pahan ke aaye baali
are pahan ke aaye baali
lut na paaye punji
oye lut na paaye punji apani, delkho koi sikanddar
jivan ka anmol khajana, hain dharti ke andar
ham hain kisaan, ham hain kisaan
ham hain kisaan, ham hain kisaan
ho ho ho ho ho ho

kheto me jisdam aake apani kamar ko kas le
o saathi apani kamar ko kas le
dharti ke ghunghat se nikali, lahlahati fasale
o saathi lahlahati fasale
are o saathi o
maati se ugti hain, apane hontho ki muskaan
apane armaano ki duniyaa, hain apane khaliyaan
are bhai hain apane khaliyaan
jivan ka vardaan
oye jivan ka vardaan hain, saathi har daane ke andar
jivan ka anmol khajana, hain dharti ke andar
hoy ham hain kisaan, ham hain kisaan
ham hain kisaan, ham hain kisaan

kaam hamari pooja yaaro, khet hamare mandir
jivan ka anmol khajana, hain dharti ke andar
hoy ham hain kisaan, ham hain kisaan
ho kisaan ha ha
hoy ham hain kisaan hoy hoy
oye kisaan hain bhai


lyrics of song Kaam Hamari Pooja Yaro



Singer: Mahendra Kapoor, Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar
Lyricist: Soz Loyalpuri
Music Director: Manjeet Arora

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Dulha Dulhan (1964)
Dulha Dulhan (1964)
Raja (1995)
Raja (1995)
Masoom (1983)
Masoom (1983)
Hariyali Aur Rasta (1962)
Hariyali Aur Rasta (1962)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy