Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bade Ghar Ki Beti
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa
3.23 - 30 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa - जिनका घर हो अयोध्या जैसा

jay jay ram siya ram siya ram siya ram
jay jay ram siya ram siya ram siya ram
jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
aage aage ram chalt hai aage aage ram chalt hai
piche lakshman bhai
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma
jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
aage aage ram chalt hai
piche lakshman bhai koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
jjinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
jay jay ram siya ram siya ram siya ram
jay jay ram siya ram siya ram siya ram

bahart shatrughan se hai devar ho
bahart shatrughan se hai devar
sita sneh lutati jin par gun avgun ye kuch na jane
maat pita ko tirath mane
dasharath ji ke char ladle dasharath ji ke char ladle
tulsi ki choupai koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai

ram ki koi bahen na thi ram ki koi bahen na thi
unko shayad yahi kami thi is ghar me hai choti bahna
har bhai ka sukh aur chaina is ghar me hai choti bahna
har bhai ka sukh our chaina
baat baat me khel karat nandi aur bhojaayi
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma
jinka ghar ho ayodhya jaisa unki hot badai
aage aage ram chalt hai piche lakshman bhai
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma

kitna bhajan karo kitna jatan karo
aaya samaye kabhi talta nahi
aaya samaye kabhi talta nahi
swarth ki dharti par boya jo patthar
par poudha kabhi bhi falta nahi
par poudha kabhi bhi falta nahi
ravan sa abhimani karta tha manmani
ravan sa abhimani karta tha manmani
duniya se khud hi jata raha
sita ki shakti ko lakshaman ki bhakti ko
sansar gito me gata raha sansar gito me gata raha
raghukul rit sada chali aai pran jai par vachan na jaai
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma
koushlya tohre anganwa ma koushlya tohre anganwa ma


lyrics of song Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa



Film cast: Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Kader Khan, Asrani, Raj Kiran, Shammi Kapoor, Aruna Irani, Pran, Urmila Matondkar, Gulshan Grover, Jay Shree T, Shoma Anand, Mohan Choti, C S Dube, Pinchoo Kapoor, Ashok Saraf, Sushma Seth, Satish Shah, Tiku Talsania
Singer: Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Mohammad Aziz, Alka Yagnik, Hariharan
Lyricist: Santosh, Anand, Kamal, Hasan
Music Director: Pyarelal, Laxmikant Kudalkar
Film Director: Kalpataru
Film Producer: M Prasad, Jaiswal, Jain
External Links: Bade Ghar Ki Beti at IMDB    Bade Ghar Ki Beti at Wikipedia
Watch Full Movie: Bade Ghar Ki Beti at YouTube    Bade Ghar Ki Beti at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy