Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Khoon Bhari Maang
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.88 - 16 votes
Rekha
Party Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Jine Ke Bahane Laakho Hain - जीने के बहाने लाखों हैं

jine ke bahane lakho hai, jina tujhko aaya hi nahi
koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi
jine ke bahane lakho hai jina tujhko aaya hi nahi
koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi

kya dil me tere araman nahi, duniya itni viran nahi
kya dil me tere araman nahi, duniya itni viran nahi
har taraf ujale hai phir bhi
har taraf ujale hai phir bhi, tere sath koi saya hi nahi
koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi
jine ke bahane lakho hai

kya gam hai jiska ilaj nahi, kal na tha agar kya aaj nahi
kya gam hai jiska ilaj nahi, kal na tha agar kya aaj nahi
har gam ka marhum hota hai
har gam ka marhum hota hai, dil tune dikhalaya hi nahi
koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi
jine ke bahane lakho hai

tu dhundhe kahi jo karar mile, kisi mod pe bhi jo pyar mile
tu dhundhe kahi jo karar mile, kisi mod pe bhi jo pyar mile
pyase ko jana padta hai
pyase ko jana padta hai, sagar chal ke aaya hi nahi
koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi
jine ke bahane lakho hai, jina tujhko aaya hi nahi
koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi
kabhi tune apnaya hi nahi, kabhi tune apnaya hi nahi


lyrics of song Jine Ke Bahane Laakho Hain

Comments for lyrics of song "Jine Ke Bahane Laakho Hain"
TheMRSOUL78 on Thursday, July 14, 2011
Fabulous and very uplifiting tune. Such songs are extremely rare in todays
world of Bollywood full of trashy and meaningless songs

MrRagbag on Saturday, February 19, 2011
Tremendous voice of Ashaji, no one can sing like this. Sonu Walia also
rocks, pity she did not do more films

shwetal56 on Sunday, February 08, 2009
Meaningful lyrics and nice tune...

natedeewl1x on Saturday, December 12, 2009
I like this song.. its good.

bobbyfaith on Sunday, February 01, 2009
youtube pe sab kuch hai... i didnt expect ki ye song bhi kisi ne upload
kiya hoga. i just took a chance and searched for the song... and voila..
here is the song. thanks for the post. i like this song :)

View all 20 comments related to song Jine Ke Bahane Laakho Hain - जीने के बहाने लाखों हैं


Film cast: Kabir Bedi, Rekha, Shatrughan Sinha, Sonu Walia, Kader Khan, Rakesh Roshan, Saeed Jaffrey, Shobha Khote, A K Hangal, Sulochana, Tom Alter, Sulbha Deshpande, Satyajit Puri, Jairaj, Vikas Anand, Mangal Dhillon
Singer: Asha Bhosle, Sadhna Sargam, Nitin Mukesh, Sonali Bhatawdekar
Lyricist: Indeevar
Music Director: Rajesh Roshan
Film Director: Harish Khalri, Inayat, Rakesh Roshan
Film Producer: Rakesh Roshan
External Links: Khoon Bhari Maang at IMDB    Khoon Bhari Maang at Wikipedia
Watch Full Movie: Khoon Bhari Maang at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy