Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Non-Film (Mohammed Rafi)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Jalwaa Baqadr E Zarf E Nazar Dekhate Rahe - जलवा बक़द्र-ए-ज़र्फ़-ए-नज़र देखते रहे

jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe
kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe
kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe

apna hi aksh pesh-e-nazar dekhte rahe
apna hi aksh pesh-e-nazar dekhte rahe
aaina rubaru ka jidhar dekhte rahe
aaina rubaru ka jidhar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe
kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe

unki hari minaaj kaha aur hum kaha
unki hari minaaj kaha aur hum kaha
naksho nigaar-e-parda idhar dekhte rahe
naksho nigaar-e-parda idhar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe
kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe

aisi bhi kuchh firaaq ki raate guzar gai
aisi bhi kuchh firaaq ki raate guzar gai
jaise unhi ko pesh-e-nazar dekhte rahe
jaise unhi ko pesh-e-nazar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe
kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe

har lahja shaan-e-husn badlti rahi jigar
har lahja shaan-e-husn badlti rahi jigar
har aar hum jahan-e-jigar dekhte rahe
har aar hum jahan-e-jigar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe
kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe
kyaa dekhte hum unko magar dekhte rahe
jalwa bakdr-e-zarf-e-nazar dekhte rahe


lyrics of song Jalwaa Baqadr E Zarf E Nazar Dekhate Rahe

Comments for lyrics of song "Jalwaa Baqadr E Zarf E Nazar Dekhate Rahe"
innerconflict1 on Wednesday, March 19, 2014
Thank you for uploading this wonderful rendition of Jigar Moradbadi's
ghazal by the wonderful Abida Parveen



Singer: Mohammed Rafi
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Music Director: Khayyam
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy