Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Shikar
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Jab Se Laagi Toh Se Najariya Nas Nas Me Daude Hai Bijuriya
4.40 - 20 votes
Dharmendra
Dance Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Jab Se Laagi Toh Se Najariya Nas Nas Me Daude Hai Bijuriya - जब से लगी तो से नजरिया नस नस में दौड़े हैं बिजुरिया

jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya
aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya
jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya
aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya
jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya
aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya

nain huye dono gulabi chaal chalu mai jaise sharabi
bhed jiya ke kaise batau bhed jiya ke kaise batau
padh le mora chehra kitabi jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya

rang me tore mai to rang gayi
pyar ki batiya mai samajh gayi
jaan le tu bhi more balam jaan le tu bhi more balam
aaj mai kahe itni saj gayi jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya

rah naveli dar mohe lage thaam le baiya samne aa ke
khoj me teri khud kho jau khoj me teri khud kho jau
tu jo mile to baag ye jaage jab se lagi to se najariya
nas nas me daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya
moh se sanware na bali umariya
haye moh se sanware na bali umariya


lyrics of song Jab Se Laagi Toh Se Najariya Nas Nas Me Daude Hai Bijuriya

Comments for lyrics of song "Jab Se Laagi Toh Se Najariya Nas Nas Me Daude Hai Bijuriya"
Tonynesa Frankalex on Friday, April 25, 2014
Asha Parekh with her signature style of folk dance was a sensation in the
60's. But aside from this Asha was a qualified classical dancer trained in
Kathak and was one of the few stars in Hindi cinema those days trained in
classical dance apart from the Bharatnatyam trained Padmini, Vyjayanthimala
and Waheeda Rehman who hailed from South India. Very few of them from the
North were trained. Rajshree was the other actress who was trained in
Kathak as well.

mrbollywooddeewana on Friday, March 26, 2010
Wonderful, i love this song, thanks for posting

kingofgoodtimes014 on Sunday, May 17, 2009
golden days romance at its zenith thanks .



Film cast: Dharmendra, Asha Parekh, Sanjeev Kumar, Ramesh Deo, Helen, Manmohan, Rehman, Bela Bose, Johnny Walker
Singer: Asha Bhosle, Krishna, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Atma Ram
External Links: Shikar at IMDB    Shikar at Wikipedia
Watch Full Movie: Shikar at YouTube    Shikar at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy