|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Jaane Walo Ka Gam To Hota Hai - जाने वालों का गम तो होता हैंjanewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai
ek aasu jo ek katra hai
ek aasu jo ek katra hai
jindagi ko isi se khatra hai
admi ko admi ko
admi ko yahi dubota hai
janewalo ka gum to hota hai
rat dhalti hai dil nikalta hai
rat dhalti hai dil nikalta hai
waqt ke sath sab badalta hai
ye hua hai ye hua hai ye hua hai
yahi to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai
aao ab aur kuch kre baaten
aao ab aur kuch kre baaten
fir kha ye hsin jwa raaten
aisi raato me aisi raato me
kaun sota hai
janewalo ka gum to hota hai
janewalo ka gum to hota hai
umar bhar kaun umar bhar kaun
umar bhar kaun kisko rota hai
janewalo ka gum to hota hai

|
Comments for lyrics of song "Jaane Walo Ka Gam To Hota Hai" |
|
naseem asgar on Saturday, February 25, 2012 Wow Rafi Jee breath taking as usual!!.. not heard this one before
|
 Kali Ghata |
Film cast: | Shashi Kapoor, Rekha, Aruna Irani, Jagdeep, Lalita Pawar, A K Hangal, Jankidas, Danny Denzongpa | Singer: | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | Pyarelal, Laxmikant Kudalkar | Film Director: | Ved Rahi | Film Producer: | Ved Rahi | External Links: | Kali Ghata at IMDB Kali Ghata at Wikipedia | Watch Full Movie: | Kali Ghata at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|