Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Pyar Kiya To Darna Kya
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Jaane Bahaar Husn Tera Bemisaal Hai
4.51 - 298 votes
Shammi Kapoor, B Saroja Devi
Tareef Songs, Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Jaane Bahaar Husn Tera Bemisaal Hai - जान-ए-बहार हुस्न तेरा बेमिसाल है

jan-e-bahar husn tera bemisal hai
jan-e-bahar husn tera bemisal hai
wallah kamal hai are wallah kamal hai
jan-e-bahar husn tera bemisal hai

aayi hai mere pas tu iss aan-ban se
aayi hai mere pas tu iss aan-ban se
utri ho jaise koyi pari asman se
mai kya kahu khushi se ajab mera hal hai
jan-e-bahar husn tera bemisal hai
wallah kamal hai are wallah kamal hai
jan-e-bahar husn tera bemisal hai

haye yeh teri mast adaye ye bakpan
haye yeh teri mast adaye ye bakpan
kirno ko bhi mai chhune na dunga tera badan
tujhse najar milaye ye kiski majal hai
jan-e-bahar husn tera bemisal hai
wallah kamal hai are wallah kamal hai
jan-e-bahar husn tera bemisal hai

mai khushnasib hu ke tujhe maine pa liya
mai khushnasib hu ke tujhe maine pa liya
tune karam kiya mujhe apna bana liya
aise mile hain ham ke bicchhadhna muhal hai
jan-e-bahar husn tera bemisal hai
wallah kamal hai are wallah kamal hai
jan-e-bahar husn tera bemisal hai


lyrics of song Jaane Bahaar Husn Tera Bemisaal Hai

Comments for lyrics of song "Jaane Bahaar Husn Tera Bemisaal Hai"
sonny19xx on Saturday, July 24, 2010
Rafi and Shammi what a combo ! Rafi sings so well and that too in his favorite raga malkauns . he is a specialist in that raag. thanks a lot lzb3232. by the way is the music by ravi - it has all the features of ravi brand ?

Nima Mazdak on Friday, March 21, 2014
Rafi & ravi All Time
Lyrics
Jáne bahár husn terá bemisál hai (2)
Walláh kamál hai are Walláh kamál hai
Jáne bahár husn terá bemisál hai

Áyī hai mere pás tū is ánbán se (2)
Utrī ho jaise koyī parī ásmán se
Main kyá kahūn xušī se ajab merá hál hai
Jáne bahár husn terá bemisál hai
Walláh kamál hai are Walláh kamál hai
Jáne bahár husn terá bemisál hai

Háye ye terī mast adáyen ye bánkpan (2)
Kirnon ko bhī main čūne ná dūngá terá badan
Tujh se nazar miláye ye kis kī majál hai
Jáne bahár husn terá bemisál hai
Walláh kamál hai are Walláh kamál hai
Jáne bahár husn terá bemisál hai

Main xušnasīb hūn ke tujhe main ne pá līyá (2)
Tū ne karam kīyá mujhe apná baná līyá
Aise mile hain hum ke bičhařná muhál hai
Jáne bahár husn terá bemisál hai
Walláh kamál hai are Walláh kamál hai
Jáne bahár husn terá bemisál hai

EuroHindi Alphabet http://www.eurobaluchi.com/eurohindi/eurohindiAB.htm

01Musicguru on Monday, May 16, 2011
@lzb3232..whilst during a live Radio interview at the BBC ASIAN RADIO in Birmingham-in 1999 with Mehdi Hassan khan Sahib and myself..a question was put to me by a caller on AIR."Although Mehdi hassan sahib is sat next to you..but..who is your favourite singer?
I looked at Mehdi Hassan Sahib..and I replied to the lady caller"-Madam-you have put me in a spot-but
Mehdi Hassan is my mentor-and a University-but my" weak PULSE"- IS MOHD RAFI SAHIB!
The Radio presenter was shocked at my replies!.

sureshshah3 on Saturday, October 12, 2013
9431885 ,Tune Karam Kiya ke ye Sadabahar Romantic Gana Upload Kiya. What a
voice changing ability of Rafi Saab. It was Shammi Kapoor who was
Khushnasib to get such an excellent playback singer to uplift his acting
Career as 90% of expressions were given by Rafi Saab. Film"Parasmani" was
smash hit due to Rafi Saab's major role behind the screen by giving his
voice to Hero/actor Mahipal. I keep listening to this song again & again ,
Thanks for the upload & appriciate your selection.

Bhanu Murthy Pithapuram on Wednesday, August 29, 2012
Thanks Mahagedara2 for up loading thisi enchanting melodious note of Mohd
Rafi . How can I appreciate the greatness of the singer? as I have no words
to gage such a great singer. See the tunes turned somany angles ups and
downs to express inner feelings.of the hero. What a marvelous singer, and
what a majic wind of the the musician Ravi. Hats off to their imaginative
creation. Indeed such peopleare rare gift of the nature to the people of
the soil. t t t

View all 275 comments related to song Jaane Bahaar Husn Tera Bemisaal Hai - जान-ए-बहार हुस्न तेरा बेमिसाल है


Film cast: Shammi Kapoor, B Saroja Devi, Pran, Kapoor, Om Parkesh, Prithviraj Kapoor
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Director: Ravi
Film Director: B S Ranga
External Links: Pyar Kiya To Darna Kya at IMDB    Pyar Kiya To Darna Kya at Wikipedia
Watch Full Movie: Pyar Kiya To Darna Kya at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy