Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bad Aur Badnaam
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.83 - 6 votes
Shatrughan Sinha, Anita Raaj
Qawwalis
Video of the song from youtube

Lyrics of Is Zindagi Ka Talabgar Mai Nahi, Ai Maut Thaer Jaa - इस जिन्दगी का तलबगार मै नहीं ऐ मौत ठहर जा

bewaqt bekhabar tu aa gayi kidhar
bewaqt bekhbar tu aa gayi kidhar
chalna to hai magar lamba hai ye safar
itna to waqt de waqt de
itna to waqt de waqt de raste ke vaste
saman band lu samn band lu samn band lu
arman band lu arman band lu
is jindgi ka talabgar mai nahi
ae maut thahar ja ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
is jindgi ka jindgi ka talabgar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

kuch jor to nahi tujhpe oh
mahjabi oh mahjabi oh mahjabi
haye kuch jor to nahi tujhpe oh mahjabi
ye jaan karz hai ye jaan karz hai
lekin ye araz hai lekin ye araz hai
ye jaan karz hai ye jaan karz hai
lekin ye araz hai lekin ye araz hai
mohlat hai kam badi fursat hai kam badi
din sirf chaar hai din sirf chaar hai
din sirf chaar hai
jalwe hazar hai jalwe hazar hai
is jalwagahe naaz se bezar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
is jindgi ka talabgar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

har jakhm tu bhare dil tujhse kyo dare
har jakhm tu bhare dil tujhse kyo dare
raahe farar tu dil ka karar tu
raahe farar tu dil ka karar tu
har jakhm tu bhare alla dil tujhse kyo dare
raahe farar tu dil ka karar tu
har dard ki dawa mayush ki duwaa
khushiyo ka taaj tu gum ka ilaaj tu gum ka ilaaj tu
tu hai masiha lekin bimar mai nahi
ae maut thahar ja ai maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
is jindgi ka is jindgi ka talabgar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi

banda kamal hu mai bhi kawal hu
mai bhi kawal hu banda kamal hu
mahfil hai rang me mai hu tarang me
ye saaj do mujhe awaj do mujhe
ae mere dosto mujhse na tum daro mujhse na tum daro
koi vakil jaj ya thaanedar mai nahi
ae maut thahar ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi


lyrics of song Is Zindagi Ka Talabgar Mai Nahi, Ai Maut Thaer Jaa



Film cast: Sanjeev Kumar, Anita Raaj, Shatrughan Sinha, Parveen Babi, Jagdeep, Shreeram Lagoo
Singer: Lata Mangeshkar, Shailendra Singh, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant, Pyarelal
Film Director: Feroz Chinoy
Film Producer: K D Shorey
External Links: Bad Aur Badnaam at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy