Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Phaansi
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Humari Beqarar Si Nazar
3.80 - 5 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Humari Beqarar Si Nazar - हमारी बेकरार सी नज़र

humari bekarar si nazar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
humari bekarar

kya batlaau mere kaatil kaise tumko paya hain
jab galiyan galiyan ji bhatka
tab is manjil tak aaya hain
ajib hain ye pyar ka safar bhi dekh lena
ajib hain ye pyar ka safar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena

aapke diwane bhi
aapke diwane bhi aise kaha baaj aate hain
dil se hain jo khelte jaan pe bhi khel jate hain
ab chahe kayamat uth jaye
diwane kahan ghabrate hain ghabrate hain
tum aaj gam ke maro ka jigar bhi dekh lena
tum aaj gam ke maro ka jigar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena

lut ke baithe ho tum
lut ke baithe ho tum kisko andheri raato me
lahu ye hain ke rang hain
kuch to laga hain hatho me
yu hi nahi kaha jane jaha
kuch dam hain humari baato me
ha baato me ae ji baato me
udegi subah tak koi khabar bhi dekh lena
udegi subah tak koi khabar bhi dekh lena
humari bekarar si nazar bhi dekh lena
jo sabko dekhlo to phir idhar bhi dekh lena


lyrics of song Humari Beqarar Si Nazar

Comments for lyrics of song "Humari Beqarar Si Nazar"
muhammad niazi on Monday, August 18, 2014
Nice kothha song and dance.



Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit
Lyricist: Majrooh Sultanpuri, Anand Bakshi, Gulshan Bawra
Music Director: Laxmikant, Pyarelal
External Links: Phaansi at IMDB    Phaansi at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy