|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Hum Aur Tum (Durga) - हम और तुम जाने कब कैसेhum aur tum jane kab kaise
aaye pyar me itne karib
humne tumko maan liya hai
jaanam apna nasib
aaja o aaja
tere bin jeena to saza hai
aaja aaja, aaja aaja
tere bin jeena to saza hai
aaja aaja
hum aur tum jane kab kaise
aaye pyar me itne karib
humne tumko maan liya hai
jaanam apna nasib
tumne humko pyar sikhaya
jeene ka matlab samjhaya
pyar me rona hansna sikhaya
dil me rahe aur tadpaya
sajni aise ab na satao
dil ki dhadkan yu na badhao
har pal tu mere sath rahe
saanse kahti hai aaja
karwat raato ko main badlu
taaro ki chhya aaja
aaja aaja aaja
tere bin jeena to saza hai
aaja aaja
o hum aur tum jane kab kaise
aaye pyar me itne karib
tumse mile to humne jana
pyar jaruri kitna hai
khud khokar pana kisi ko
pyar ka kissa kitna hai
bin tere mera jivan adhura
pura kar de aa bhi ja
dil se ye dil kya kahta hai
dilbar tu sunle aaja
ha tu hai mohabbat
teri jarurat dil ko dilbar aaja
aaja aaja aaja
tere bin jeena to saza hai
aaja aaja
Durga |
Film cast: | J. D. Chakravarthy, Snehal Dhabi, Sayaji Shinde, Anjan Srivastava, Priyanka, Jaya Prakash | Singer: | Shaan, Sadhna Sargam, Sonu Nigam, Hema Sardesai, KK, Hariharan, Udit Narayan, Jaspinder Narula | Music Director: | Sandeep Chowta | Film Director: | J. D. Chakravarthy | Film Producer: | J. D. Chakravarthy | External Links: | Durga at IMDB Durga at Wikipedia |
|
|
|
|
|