|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
| Video of the song from youtube |
Advertisements |
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website. You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=aOliIfyH6vI |
|
Lyrics of Ho Jaise Ret Zara Si - हो जैसे रेत ज़रा सीhona tera hona
paana tumko paana
jeena hai ye maana
pal bhar mein sadiyan
hai sadiyon mein
jeena hai ye maana
hath mein teri khushbu hai
khushbu se dil behla hai
ye hathon se yun fisla hai
ho jaise rait zara si
roz mohabbat padhta hai
dil ye tumse judta hai
hawaon mein yun udta hai
ho jaise rait zara si
ye hulchul
dil ki ye hulchul
bole aaj aas paas tu mere
bikhra hoon main to
kuchh pal hawa mein
tere bharose ko thaame
chalna bhi hai
badalna bhi hai
tujhme hi to
dhalna bhi hai
dil thoda jazbaati hai
bhar jaata hai baaton se
ye phir chhalke yun aankhon se
ho jaise rait zara si
hath mein teri khushbu hai
sach puchho to ab yun hai
tu chehre pe mere thehra
ho jaise rait zara si.
 Atrangi Re |
| Film cast: | Akshay Kumar, Sara Ali Khan, Dhanush, Ashish Verma, Dimple Hayathi, Seema Biswas, Palak Singh, Florian Dibra | | Singer: | Arijit Singh, Shashaa Tirupati, Daler Mehndi, Dhanush, Hiral Viradia, Haricharan Seshadri, Shreya Ghoshal, Rashid Ali | | Lyricist: | Irshad Kamil | | Music Director: | A R Rahman | | Film Director: | Anand L. Rai, Bhushan Kumar, Himanshu Sharma, Krishan Kumar | | Film Producer: | Anand L. Rai | | External Links: | Atrangi Re at IMDB Atrangi Re at Wikipedia |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|