|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Hasrat Bhari Nazar Se Woh Dekhta Hai Mujhko - हसरत भरी नज़र से, वो देखता हैं मुझकोhasrat bhari nazar se, wo dekhta hain mujhko
hasrat bhari nazar se, wo dekhta hain mujhko
kuchh bolta nahi hain, bas sochta hain mujhko

meri khabar se mujhko, rakhta hain bakhabar wo

mujhse jiyadaa shayad, wo jaanta hain mujhko
mujhse jiyadaa shayad, wo jaanta hain mujhko
kuchh bolta nahi hain, bas sochta hain mujhko
hasrat bhari nazar se, wo dekhta hain mujhko
usko main maangata hun sajde mein sar jhuka ke

daste duaa utha ke, wo maangta hain mujhko
daste duaa utha ke, wo maangta hain mujhko
kuchh bolta nahi hain, bas sochta hain mujhko
hasrat bhari nazar se, wo dekhta hain mujhko
ab mere waaste wo ik aaina hain jaise
ab mere waaste wo ik aaina hain jaise
ab mere waaste wo ik aaina hain jaise
wo kis kadar sarapa pehchanta hain mujhko

kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
hasrat bhari nazar se, wo dekhta hain mujhko
|
Comments for lyrics of song "Hasrat Bhari Nazar Se Woh Dekhta Hai Mujhko" |
|
SV esSeNce on Sunday, August 10, 2014 Wow..Sonu Nigam is breathtaking
chetan sharma on Tuesday, February 11, 2014 Great Sonu Nigam
Nice Song
|
Kuchh Dil Ne Kaha (Album) |
Singer: | Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam ,Hariharan, Ahmed Hussain, Mohammed Hussain | Lyricist: | Harsh Brahmbhatt | Music Director: | Ahmed Hussain, Mohammed Hussain, Anup Jalota, Vinod Bhatt |
|
|
|
|
|