Enter Search Text

Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Mohabbat Mein
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Haseen Gunah - दिल में किसी के राह किये जा रहा हूँ मैं

dil me kisi ke raah kiye jaa raha hu main
kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main

mujhse ada huaa hain, jigar justuju ka hak
o mujhse ada huaa hain, jigar ka hak
har jarre ko gavaah kiye ja raha hu main
har jarre ko gavaah kiye ja raha hu main
dil me kisi ke raah kiye jaa raha hu main
kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main

gulshan parastu ho mujhe, gul hi nahi ajij
ho gulshan parastu ho mujhe, gul hi nahi ajij
kanto se bhi nibaah kiye ja raha hu main
kanto se bhi nibaah kiye ja raha hu main
dil me kisi ke raah kiye jaa raha hu main
kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main

pahle sharab jist thi, ab jist hain sharab
o pahle sharab jist thi, ab jist hain sharab
koi pila raha hain piye jaa raha hun main
koi pila raha hain piye jaa raha hun main
dil me kisi ke raah kiye jaa raha hu main
kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main
kitna hansi gunaah kiye jaa raha hu main

lyrics of song Haseen Gunah

Singer: K M Sadasivan
Lyricist: Jigar Moradabadi
Music Director: K M Sadasivan
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy