Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Hame Phulo Ki Tarah Dil Me Saja Kar Rakhna - हमें फूलों की तरह दिल में सजा कर रखना
hame phulo ki tarah dil me saja kar rakhna

ham tumhare hai hame apna bana kar rakhna
hame phulo ki tarah dil ke saja kar rakhna
hame phulo ki tarah dil me saja kar rakhna
hum tumhare hai hame apna bana kar rakhna

naye andaz me wo khud ko saja di jaye
jindagi aapke kadmo me bicha di jaye
naye andaz me wo khud ko saja di jaye
jindagi aapke kadmo me bicha di jayegi
jindagi aapke kadmo me bicha di jayegi
jindagi bhar hame sine se laga kar rakhna
jindagi bhar hame sine se laga kar rakhna
hum tumhare hai hame apna bana kar rakhna
hame phulo ki tarah dil me saja kar rakhna
khaak ban kar teri raaho me bikhar jayenge
teri najro se juda honge to mar jayenge

pyar ka deep sada dil me jala kar rakhna