Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Apradh
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Hamaare Sivaa Tumhaare Aur Kitane Divaane Hain
4.02 - 51 votes
Mumtaz, Prem Chopra, Feroz Khan
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Hamaare Sivaa Tumhaare Aur Kitane Divaane Hain - हमारे सिवा तुम्हारे और कितने दीवाने है

humare siva tumhare aur kitne divane hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai
ha tumhare aur kitne thikane hai
kasam se kisi ko nahi mai janati acha
aur kisi ko nahi pahchati chhodo chhodo ye to bahae hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai
tumhare aur kitne thikane hai

khubsurti aur vafa dekhi na dono ek jagah
ha dekhi na dono ek jagah hote hai mard bade shaqi
bat hai ye bilkul pakki bholi si aati ho nazar
ho chachal chalak magar aurat ka dil jane nahi
aap hume pahachae nahi chhodo chhodo hum bhi sayane hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai
tumhare aur kitne thikane hai

tum ho paresha kis gam se razedil kah do humse
ha razedil kah do hum se apni kaho chhodo meri
karte ho kyo hera pheri yaro pe tohmat lagate nahi
sab ko nisha banate nahi khud harajai banwre ho tum
ek jagah kab thahre ho tum chhodo chhodo hum to parwane hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai
kasam se kisi ko nahi mai janati acha
aur kisi ko nahi pahchati chhodo chhodo ye to bahae hai
humare siva tumhare aur kitne divane hai


lyrics of song Hamaare Sivaa Tumhaare Aur Kitane Divaane Hain

Comments for lyrics of song "Hamaare Sivaa Tumhaare Aur Kitane Divaane Hain"
Tahiti Baksh on Friday, June 14, 2013
Nice song ..

Aman Verma on Friday, April 03, 2015
my best song

Gireesh Chandran on Sunday, April 26, 2015
So beautiful



Film cast: Feroz Khan, Mumtaz, Prem Chopra, Helen, Faryal Manmohan, Siddhu, Tun Tun, Shyam Kumar, Iftekhar, Mukri, Kuljit, Shetty, Bhushan Tiwari, Polsan, Habib, Madan Puri, Krishna Mehtam
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Indeevar
Music Director: Kalayanji, Anandji, Babla, Jai Kumar
Film Director: Feroz Khan
Film Producer: Feroz Khan
External Links: Apradh at IMDB    Apradh at Wikipedia
Watch Full Movie: Apradh at YouTube    Apradh at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy