Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Ankhon Mein Tum Ho
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.33 - 6 votes
Suman Rangnathan, Rohit Roy
Video of the song from youtube

Lyrics of Ham Kahe Na Kahe Is Juban Se - हम कहें ना कहें इस जुबां से

hey hey hey hey hey
oh ho ho ho ho ho aah ha ha ha

hum kahe na kahe is juba se, baat hontho pe rukti nahi
farak padta hai kya haan se na se
yeh nazar yuhi jhukthi nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi
la la la la la la
la la la la la la

hum kahe na kahe is juba se, baat hontho pe rukti nahi
farak padta hai kya haan se na se
yeh nazar yuhi jhukthi nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi

pehle nazre mili phir mile dil, ab humari mulakaat hai
log badnam humko na karde, sochne ki yahi baat hai
log kuch bhi kahe, yeh mohabbat baat logo ki sunti nahi
farak padta hai kya haan se na se
yeh nazar yuhi jhukthi nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi
hum kahe na kahe is juba se, baat hontho pe rukti nahi
farak padta hai kya haan se na se
yeh nazar yuhi jhukthi nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi

dil hai yeh, koi mausam nahi hai, ek din jo badal jayega
pyar hai koyi kaanta nahi hai, lag gaya jo nikal jayega
jab talak jaan jee se na nikle, yeh mohabbat nikalti nahi
farak padta hai kya haan se na se
yeh nazar yuhi jhukthi nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi
hum kahe na kahe is juba se, baat hontho pe rukti nahi
farak padta hai kya haan se na se
yeh nazar yuhi jhukthi nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi
saaf jaahir hai dono taraf se, yeh mohabbat to chhupti nahi


lyrics of song Ham Kahe Na Kahe Is Juban Se

Comments for lyrics of song "Ham Kahe Na Kahe Is Juban Se"
QuettaKing on Wednesday, October 21, 2009
U know what sis? I love this song too muchhhhhhh beucz when sanu da sings
any slow track he just put his soul in that song, u know how much happy i m
becuz u have dicated my favourite song to me. Thanks u so
muchhhhhhhhhhhhhhhhh for this beautiful melodious and lovely track. u are
the best sister in the world and as i always say u are the Queen of Youtube
and i love ur uploads too much keep rocking Gudiya Rani love u sister. once
again thanks. ((( Azmeer )))

Javed Shah Afridi on Wednesday, October 21, 2009
Lovely song superb composition and great singing. I love slow romantic
songs and this song is slow and romantic as well. Magical singing of the
king and Anuradha. Lovely dedication to Azmeer bhai he deserve this type of
beautiful and romantic song. Great choice sister.

Hunny Bunny on Thursday, October 22, 2009
Another gr8 song and sweet dedication ! ur broz are really very lucky to
have a shweet sis like u ! Excellent song and thank you so much 4 sharing
it :)

kerina83 on Wednesday, October 21, 2009
I am very very very happy that you enjoyed Bhai Jaan. I didnt know this
was a favourite of yours but I am very happy that it is because it is a
special dedication to you brother... You are most welcome brother... Its my
pleasure... Thank you for the wonderful comments Bhai... It means a lot
coming from our Quetta King. Love you Bhai Jaan...

Anjam agha on Wednesday, October 21, 2009
azmeer bahi apko ziada pyar kerte hai haha q k ap ke liye acha song
dedicate kia hai bro haha waisey waheed ka be acha tha haha dont miss judge
me any if u man nd jst jokin dont mind javed bahi apka song be bahout gr8
tha thnks didi cheers keep it up nd get better sooooooooooon

View all 20 comments related to song Ham Kahe Na Kahe Is Juban Se - हम कहें ना कहें इस जुबां से


Film cast: Sharad Kapoor, Satyen Kappu, Ashok Kumar, Pramod Moutho, Suman Ranganathan, Rohit Roy, Rakhee, Ram Mohan
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik, Anuradha Paudwal
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Anu Malik
Film Director: Ashim Samanta
Film Producer: Shakti Samanta
External Links: Ankhon Mein Tum Ho at IMDB    Ankhon Mein Tum Ho at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy