Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Meraj-E-Ghazal (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
2.67 - 3 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Hairaton Ke Silasile Soz E Nihaa Tak Aa Gaye - हैरतों के सिलसिले सोज़-ए-निहा तक आ गए

hairato ke silsile soz-e-niha tak aa gaye
hairato ke silsile soz-e-niha tak aa gaye
hum to dil tak chahte the tum to ja tak aa gaye
hairato ke silsile soz-e-niha tak aa gaye

julf me khushbu na thi ya rang aariz me na tha
julf me khushbu na thi ya rang aariz me na tha
aap kiski justju me gulsita tak aa gaye
hairato ke silsile soz-e-niha tak aa gaye

khud tumhe chaak-e-gareba ka shaur aa jayega
khud tumhe chaak-e-gareba ka shaur aa jayega
tum waha tak aa to jaao hum jaha tak aa gaye
hairato ke silsile soz-e-niha tak aa gaye

unki palko pe sitare apne hotho pe hansi
unki palko pe sitare apne hotho pe hansi
kissa-e-gam kahte kahte hum yaha tak aa gaye
hum to dil tak chahte the tum to ja tak aa gaye
hairato ke silsile soz-e-niha tak aa gaye


lyrics of song Hairaton Ke Silasile Soz E Nihaa Tak Aa Gaye

Comments for lyrics of song "Hairaton Ke Silasile Soz E Nihaa Tak Aa Gaye"
Kevin Pereira on Sunday, April 24, 2011
Beautiful song by Ashaji. No words tai. Can any Urdu expert please help me
in getting the meaning of the below lines 1. 'zulf mein khusboo na thi ya
rang aariz mein na tha' 2. 'khud tumhe chak-e-gareeban ka shavur yaad
aayega'

Kevin Pereira on Sunday, April 24, 2011
@KhurramDBG Khurram Jee.. Thanks a ton. For me, understanding the full
lyrics while listening to ghazals is a MUST. Its like adding fragrance to
gold. So please expect more queries from me. Thank you once again.

Anusha Majumder on Saturday, December 15, 2012
vvvvvvvvvvvvvvvvvvvvveeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeerrrrrrrrrrrrrrry!!!!!!!
niceeeeee

Zafar Qabil on Saturday, January 01, 2011
Hairaton K Silsily Soz e Nihaa,n Tak Aa Gaey a best ghazal of QABIL AJMERI

Kamaljeet Moudgil on Thursday, December 05, 2013
Kya baat hai koi jawaab nahin is khubsurat andaaz ka.

View all 9 comments related to song Hairaton Ke Silasile Soz E Nihaa Tak Aa Gaye - हैरतों के सिलसिले सोज़-ए-निहा तक आ गए


Singer: Asha Bhosle, Ghulam Ali
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy