Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Dharam Kanta
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ghunghroo Toot Gaye
4.25 - 12 votes
Sulakshana Pandit
Dance Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Ghunghroo Toot Gaye - घुँघरू टूट गये

salim tere jaha ki har rasam chhod di hai
sarmo haya ki maine janjir tod di hai
maine chhod di sabki laz maine chhod di sabki laz
mai aisa jhum ke nachi aaj
ki ghunghru tut gaye ki ghunghru tut gaye

maine chhod di sabki laz maine chhod di maine chhod di
maine chhod di sabki laz mai aisa jhum ke nachi aaj
ke ghunghru tut gaye ke ghunghru tut gaye
takrayi jo apne dilbar se dil dhadka mohabbat ke dar se
takrayi jo apne dilbar se dil dhadka mohabbat ke dar se
baho me jo usne gher liya kuch kar na saki muh fer liya
baho me jo usne gher liya kuch kar na saki muh fer liya
mohe lut gaya ek chor ki padi mai aisi kamjor
ki ghunghru tut gaye ki ghunghru tut gaye

kyu aaj jamane se darna ruswayi ka gum bhi kya karna
kyu aaj jamane se darna ruswayi ka gum bhi kya karna
has ke aasu pina hai ek rat mujhe to jina hai
has ke aasu pina hai ek rat mujhe to jina hai
mai chali piya ki or jawani aisi hai ruh jor
ki ghunghru tut gaye ki ghunghru tut gaye

rahta tha jo mere khwabo me taswir thi jiski aankho me
rahta tha jo mere khwabo me taswir thi jiski aankho me
baje hai kahi bhi sahnayi mai samjhi milan ki rat aayi
baje hai kahi bhi sahnayi mai samjhi milan ki rat aayi
mai aisi hui behal mai aisi hui behal
kuch aisi uljhi meri chal ki ghunghru tut gaye
ghunghru re ghunghru re ghunghru re
ki ghunghru tut gaye

kuchh der ka ye afsana hai bas dil ko yahi samjhana hai
kuchh der ka ye afsana hai bas dil ko yahi samjhana hai
janjir mai jisse ghayal thi dunia ki najar me payal thi
janjir mai jisse ghayal thi dunia ki najar me payal thi
wo kat gayi aaj janjir maine chalaya aisa teer
ki ghunghru tut gaye maine chhod di sabki laz
mai aisa jhum ke nachi aaj ki ghunghru tut gaye
ki ghunghru tut gaye


lyrics of song Ghunghroo Toot Gaye

Comments for lyrics of song "Ghunghroo Toot Gaye"
Sonia Profile on Sunday, February 03, 2013
Asha ji..you are just awesome!

sanjaykumarsk535 on Saturday, June 08, 2013
Sanjay kumar sk.535@g.mail.com

nilaab84 on Tuesday, May 03, 2011
what movie is this from?

Filmi Gaane on Tuesday, May 03, 2011
@nilaab84 Dharam Kanta

Filmi Gaane on Tuesday, May 03, 2011
@nilaab84 Dharam Kanta

View all 6 comments related to song Ghunghroo Toot Gaye - घुँघरू टूट गये


Film cast: Raaj Kumar, Waheeda, Reena Roy, Amjad Khan, Jeetendra, Rajesh Khanna, Sulakhshana Pandit, Heena Kausar, J Om Prakash, Nasir Hussain, Mukri, Poornima, Satyen Kappu, Gajanan Jagirdar, Mac Mohan, Manorama, Bhagwan, Birbal, Sheetal, N A Ansari, Asit Sen, Yunus Parvez, M Rajan, Hercules, Viju Khote, Dilip Dutt, Keshav Rana, Sunder, Agha, V Pahelwan, Moolchand
Singer: Asha Bhosle, Bhupinder, Mohammed Rafi, Sulakhshana Pandit
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Naushad Ali, M Rehman, Uttam Singh
Film Director: Shahid Khan, Sultan Ahmed
Film Producer: Mukhtar Ahmed, Sultan Ahmed
External Links: Dharam Kanta at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy