Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Chhoo Mantar
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Gareeb Jaan Ke Hum Ko
4.35 - 69 votes
Johnny Walker, Shyama, Anita Guha
Romantic Songs, Dard Bhare Geet
Video of the song from youtube

Lyrics of Gareeb Jaan Ke Hum Ko - गरीब जान के हम को

ghareeb jaan ke
ghareeb jaan ke ham ko na tum mita dena
tumhi ne dard diya
tumhi ne dard diya hai tumhi dawaa dena
ghareeb jaan ke

lagi hai chot kaleje pe umar bhar ke liye
lagi hai chot kaleje pe umar bhar ke liye
tadap rahe hain muhabbat mein ik nazar ke liye
nazar milake
nazar milaake muhabbat se muskura dena
tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa
ghareeb jaan ke

jahan mein aur hamara kahan thikana hai
jahan mein aur hamara kahan thikana hai
tumhaare dar se kahaan uthke hamko jaana hai
jo ho sake to
jo ho sake to muqaddar mera jagaa denaa
tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa
ghareeb jaan ke

milaa qaraar na dil ko kisi bahane se
milaa qaraar na dil ko kisi bahane se
tumhari aas lagaaye hain ik zamane se
kabhi to apni
kabhi to apni muhabbat ka aasraa denaa
tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa
ghareeb jaan ke

nazar tumhari mere dil ki baat kahti hai
nazar tumhari mere dil ki baat kahti hai
tumhari yaad to din raat saath rahti hai
tumhari yaad ko
tumhari yaad ko mushqil hai ab bhula dena
tumhi ne dard diya hai tumhi dawaa dena
tumhi ne dard diya

milega kya jo ye duniya hamen sataayegi
milega kya jo ye duniya hamen sataayegi
tumhaare bin to hamen maut bhi na aayegi
kisi ke pyaar ko
kisi ke pyaar ko aasaan nahin mita dena
tumhi ne dard diya hai tumhi dawaa dena
ghareeb jaan ke


lyrics of song Gareeb Jaan Ke Hum Ko

Comments for lyrics of song "Gareeb Jaan Ke Hum Ko"
Saayo Naara on Sunday, April 29, 2012
Melodious song in all aspects be it with lyrics, playbacks or music, are
all at the HIGHEST level. Kamal hai thinou-ka. And one of the THREE MOST
BEAUTIFUL ACTRESSES of all time in INDIAN cinema acted in the film. She was
ANITA GUHA, the other two were MADHUBALA and SUCHITRA SEN (not in this
film) They were NATURALLY BEAUTIFUL women (one could say as GIFTED). NOT
like today's plasticated bust & bosom flashing actresses. Infect, ANITA
GUHA was crowned (1st) in a beauty contest in those days.

sonny19xx on Saturday, February 28, 2009
A terrific song. An all trime great. Such songs are what that made the 50s
to be called the golden age of Bollywood music. The orchestra and the tune
of this song are out of this world. Iam a great fan of OPN- Rafi magic.
Geeta provides valuable support. OPN just composed and thereby created
public taste for his songs. A good lesson to the current day so called
Bollywood composers. THANKS neerajkamini

rekhalalit on Sunday, July 18, 2010
Mohammed Rafi Sahab + Johnny Walker + O.P. Nayyar = Super Hit song &
melodious music. All three were superb & wonderful. This is a super hit
song from film - "CHHOO MANTAR". Johnny Walker with Anita Guha. Prince
Lalit Bhambhani Atlanta, Georgia ( USA )

chandrashekharjain on Wednesday, September 22, 2010
FILM-- CHHOO MANTAR 1956 Music OP NAYYAR.. JOHNY WALKER, SHYAMA, ANITA
GUHA, KARAN DIWAN Produced By: SADIQ PROD. Directed By: M.SADIQ ( in video
you see Johny Walker & Anita Guha) repeat...hero...JOHNY WALKER.ha..ha

Neeraj Gupta on Monday, February 23, 2009
Thanks for the nice comments. I had this song on a video tape & had to
convert it to the electronic format. I have no idea where can you get DVD
or VCD.. I had this on Video for 22 years.

View all 26 comments related to song Gareeb Jaan Ke Hum Ko - गरीब जान के हम को


Film cast: Shyama, Anita Guha, Karan Dewan
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Geeta Dutt
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Music Director: O P Nayyar
Film Director: M Sadiq
External Links: Chhoo Mantar at IMDB    
Watch Full Movie: Chhoo Mantar at YouTube    Chhoo Mantar at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy