Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Farishta Nahi Mai (Remix)
farishta nahin main - 3 jo ishq na kar sakun
(farishta nahin main - 3), (jo ishq na kar sakun - 3)
kitaabon mein lipati huyi, koyi main khaani nahin - 2
main jinda fasaana tera, meri aankhon mein saanse leti hai ek jindagi
(masihaah nahi hoon - 3), (jo ishq na kar sakun - 3)
kinaaron pe duba hoon main, wafaaon mein uljha hoon main - 2
tera hi junoon hai mujhe, teri yaadon ko sajda karati hai aawaaragi
(main lamha nahin hoon - 3), (jo phir na aa sakoon - 3)