Enter Search Text

Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Live In Concert 2 (Ghulam ali)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.09 - 11 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Faasale Aise Bhi Honge Ye Kabhi Sochaa Na Thaa - ना उड़ा यूँ ठोकरों से

na uda yu thokaro se
na uda yu thokaro se meri khak-e-kabr zalim
na uda yu
na uda yu thokaro se meri khak-e-kabr zalim
yahi ek rah gayi hai meri pyar ki nishani

fasale aise bhi honge
fasale, fasale, fasale, fasale
ha fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
fasale, fasale, fasale, fasale, fasale
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
samane baitha tha mere aur wo mera na tha

fasale

wo ke khushbu ki tarah faila tha mere charsu
wo ke khushbu ki tarah faila tha mere charsu
charsu, charsu, charsu, charsu
wo ke khushbu ki tarah faila tha mere charsu
main use mahsus kar sakta tha chhu sakta na tha
main use mahsus kar sakta tha chhu sakta na tha
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
samane baitha tha mere aur wo mera na tha
fasale aise bhi honge
fasale aise bhi honge, fasale

raat bhar pichhali hi aahat kaan me aati rahi
raat bhar pichhali hi aahat kaan me aati rahi
raat bhar pichhali hi aahat kaan me aati rahi
jhank kar dekha gali me koi bhi aaya na tha
jhank kar dekha gali me koi bhi aaya na tha
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha, fasale

yaad karke aur bhi takalif hoti thi adim
adim, adim
yaad karke aur bhi
yaad karke aur bhi takalif hoti thi adim
bhul jane ke siwa ab koi bhi chara na tha
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha, fasale
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
samane baitha tha mere aur wo mera na tha
fasale aise bhi honge ye kabhi socha na tha
fasale

lyrics of song Faasale Aise Bhi Honge Ye Kabhi Sochaa Na Thaa

Comments for lyrics of song "Faasale Aise Bhi Honge Ye Kabhi Sochaa Na Thaa"
Ghulam Abbas on Tuesday, January 20, 2015
The legend of our time.
The gifted ones.
The souls of our culture.
The roots of our society.
We are great full to these legends
Like
Ghulam Ali sb
Mehdi Hassan sb
Farida khanam
Noor jahan
Ghulam Abbas
Nusrat Fateh Ali Khan.
Abbda Perween

Anurag Sharan on Wednesday, March 19, 2014
thanks for uploading.great to listen to the ustad at his prime.!
like the late jagjit saab.. there can be only one ghulam ali saab! new
singers are not a patch on these legends.ghazal singing is on the
decline...so sad!

HARI KISHAN Sharma on Monday, December 16, 2013
Some 25 years back I purchased music system and one cassette of gazals by
Ustad Ghulam Ali,this particular gazal was most loved by my family and even
to-day I enjoy this beautiful composition .

kashu syed on Tuesday, January 22, 2013
Ye to mousikhi ke jungle ka sher hai in ke baare mein hum kya kehsakte hain
chota muh badee baat hogi. Inke jaisi gale baazi maine kisi aur mein nahi
dekhi wah wah wah hats off to this Legend.

Harpal Singh on Thursday, May 31, 2012
yeh Gazal Parvej Mehndi Sahib ne bhee gaye hai.Beshak Khan sahib ji to
King hai hee...Yes parvejji nai bhee achhi Dun mei gaye hai...

View all 37 comments related to song Faasale Aise Bhi Honge Ye Kabhi Sochaa Na Thaa - ना उड़ा यूँ ठोकरों से

Singer: Ghulam ali
Lyricist: Momin Khan Momin, Jigar Moradabadi
Music Director: Ghulam ali
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy