|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai, Ek Taraf Ye Sara Jamana Hai - एक तरफ अकेली मोहब्बत है, एक तरफ ये सारा जमाना हैek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara jamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf sara jamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
jor kitna bhala is jamane me hai
josh kitna bhala dil diwane me hai
jor kitna bhala is jamane me hai
josh kitna bhala dil diwane me hai
aaj ye aazmana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi
aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi
pyar aisa diwana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya
hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya
sath jine ka marne ka wada kiya, wada kiya
ab ye wada nibhana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara zamana hai
aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai
aaj jane kya ho jana hai
Mahaanta |
Film cast: | Sanjay Dutt, Jeetendra, Madhuri Dixit, Shakti Kapoor, Amrish Puri, Mohsin Khan, Paresh Rawal, Saeed Jaffrey, Raza Murad, Poonam Dhillon, Kishore Bhanushali, Brij Gopal, Tej Sapru, Sudhir | Singer: | Alka Yagnik, Amit Kumar, Mohammed Aziz, Kavita Krishnamurthy | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | Laxmikant Kudalkar, Pyarelal | Film Director: | Afzal Khan | Film Producer: | Ayub Khan | External Links: | Mahaanta at IMDB Mahaanta at Wikipedia | Watch Full Movie: | Mahaanta at YouTube Mahaanta at YouTube |
|
|
|