|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
| Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
|
Lyrics of Ek Taara Timtimaaya - एक तारा टिमटिमायाkismat ki chhappar mein chhed kitne saare
usme chhan ke aate roshani ke
chhote chhote taare
chunna hai mannat ke tootne wale taare
jisse pure honge mutthi bhar
adhure sapne saare
ek tara timtimaya,itni bheed mein mujhko paaya
tara ta tara
jiski baaton mein lehak hai
chingari si dhadak hai
sulagti maachis ban ke
bhadakti akad mein tan ke
ye lou jalti jab talak hai
sath jalna tab talak hai
baaki khokhli baaten
hone do mulaqaten
thapendon mein vo uljha mujhko milte hi
banta hai jhootha suljh suljha
ek tara timtimaya,itni bheed mein mujhko paaya
tara ta tara
mousamo ki tarah duniya jahan ko bhi
badalte paaya
khaare paani ki nami zameen par
ek mutthi umeed ka beej phenk aaya
ek tara timtimaya,itni bheed mein mujhko paaya
tara ta tara
 Mast Mein Rehne Ka |
| Film cast: | Jackie Shroff, Neena Gupta, Abhishek Chauhan, Monika Panwar, Faisal Malik, Rakhi Sawant, Himanshu Karki, B.M. Vyas - I, Sushil Kumar - IV, Raj Singh - I, Saba Saudagar, Jasmen N. Oza, Barkatali Badruddin Patel, Bharat Khetalpur, Garima Agarwal, Vinod Jaywant, Shashi Kiran, Sikandar Allauddin Khan, Sanjay Kumar - IV, Uday Sabnis, Kaam Bhaari, Priyadarshan Jadhav, Sharad Wagh, Anil Sansare, Anushka Goel, Ashok Choudhary, Raveena Tak, Amita Pavera, Mashhoor Amrohi, Vijay Maurya | | Singer: | Kaam Bhaari, Jackie Shroff, Madhubanti Bagchi, Keshav Tyohar, Mamta Sharma, Mohan Kannan, Vijay Prakash, Vishal Mishra | | Lyricist: | Kunal Anand Pandagle, Bhaari Beatz, Vijay Maurya, Lakshmi Karanth | | Music Director: | Anurag Saikia, Kunal Anand Pandagle, Bhaari Beatz, Shailendra Barve | | Film Producer: | Vijay Maurya | | External Links: | Mast Mein Rehne Ka at IMDB Mast Mein Rehne Ka at Wikipedia |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|