Enter Search Text

Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Aur Pyar Ho Gaya
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ek Din Kahin Do Tum Milein Aur Teesra Koi Na Ho
4.00 - 9 votes
Bobby Deol, Aishwarya Rai
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Ek Din Kahin Do Tum Milein Aur Teesra Koi Na Ho - एक दिन कहीं हम दो मिले और तीसरा कोई ना हो

ek din kahi hum do mile aur tisra koi na ho
baithe rahe khoye rahe kuchh main kahu kuchh tum kaho
ek din kahi hum do mile aur tisra koi na ho
baithe rahe khoye rahe kuchh main kahu kuchh tum kaho
kabhi main kahu zara sun to lo, kabhi tum kaho ab ke bhi do
kabhi main kahu tumhe nazmi, kabhi tum kaho mujhe humnashi
kabhi main kahu sun mehjabi nahi tum bin mujhko chain kahi
phir tum kaho ki tumhe hai yakin
phir main kahu ki mujhe pyar hai tumse

mausam ki bat, raho ki bat, manzil ki baat ho
phulo ki bat, khwabo ki bat, phir dil ki baat ho
mausam ki bat, raho ki bat, manzil ki baat ho
phulo ki bat, khwabo ki bat, phir dil ki baat ho
mehki si ho tanhaiya aane lagi angdaiya
dhadke ye dil kape nazar tummko kabhi chhu lu agar
main ye kahu kehta rahu mujhe tum bin ab jina nahi
phir tum kaho ki tumhein hai yakin
phir main kahu ki mujhe pyar hai tumse
ek din kahi hum do mile aur tisra koi na ho

chanchal havaye anchal udaye lekin main tham lu
samjho ishara jab main tumhara koi bhi nam lu
chanchal havaye anchal udaye lekin main tham lu
samjho ishara jab main tumhara koi bhi nam lu
tum pyar mein kehta rahu kabhi chandni kabhi ragini
kabhi tumko main kahu git ho jivan ka tum sangit ho
meri prit ho manmit ho tum kaho to dedu jan yahi

ek din kahi hum do mile aur tisra koi na ho
baithe rahe khoye rahe kuchh main kahu kuchh tum kaho
kabhi main kahu zara sun to lo, kabhi tum kaho ab ke bhi do
kabhi main kahu tumhe nazmi, kabhi tum kaho mujhe humnashi
kabhi main kahu sun mehjabi nahi tum bin mujhko chain kahi
phir tum kaho ki tumhe hai yakin
phir main kahu ki mujhe pyar hai tumse
ek din kahi hum do mile aur tisra koi na ho

lyrics of song Ek Din Kahin Do Tum Milein Aur Teesra Koi Na Ho

Comments for lyrics of song "Ek Din Kahin Do Tum Milein Aur Teesra Koi Na Ho"
TAKSVENKAT on Thursday, June 03, 2010
@adeelshah321 Dude the music composer for this movie was Nusrat Fateh Ali
Khanji himself. He used his own music for the film, no music director
copied the song. He also has sung a song in this movie.

Shak Sanders on Sunday, November 08, 2009
Ahhh, I've moved to the US for some years so when I was watching this
video, it made me feel so homesick for my home country, Singapore! Thanks
for uploading :-)

aaru555 on Friday, July 30, 2010
@adeelshah321 nusrat fateh ali khan itself is d only music director of dis movie :P

palwasha khan sadiq mohmand on Friday, October 23, 2015
i don,t know but just love this song. well sung by sonu nigam(it,s just
because of him that i love this song).

sagar parab on Monday, December 26, 2011
@lovetea53 its not a copy of NFAK song he himself is the music director of
this movie

View all 25 comments related to song Ek Din Kahin Do Tum Milein Aur Teesra Koi Na Ho - एक दिन कहीं हम दो मिले और तीसरा कोई ना हो

Film cast: Bobby Deol, Aishwarya Rai, Anupam Kher, Shammi Kapoor, Beena, Nusrat Fateh Ali Khan, Sunny Deol, Priya Tendulkar, Avtar Gill, Shammi, Aasif Sheikh, Deepak Sharma
Singer: Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Nusrat Fateh Ali Khan, Sonu Nigam, Udit Narayan
Lyricist: Javed Akhtar
Music Director: Nusrat Fateh Ali Khan
Film Director: Rahul Rawail
Film Producer: Sohail Maklai
External Links: Aur Pyar Ho Gaya at IMDB    Aur Pyar Ho Gaya at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy