Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Trishakti
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Lyrics of Dosto Ke Liye Aaj - दोस्तों के लिये आज

dosto ke liye aaj ki sham hai
dushmano ke liye aaj ye paigam hai
ashul apna to ye hai
chhedte nahi kisi ko
chedta hai koi humko to chodte
nahi hai hum unko
na takraye wo humse
ye seena hai phauladi
dushmani aapni isi hai
jo karti hai barbadi
are ho nadano tum kya jano
dushmani chij kahte hai kisko
are kamseenwo thoda ji lo
pyar karlo jara jindagi ko

kamseen hi sahi par ye sun lo
jeene marne se darte nahi ham
achche achchho ko duniya ghuma di
jante hai sabhi paitre hum
chhota munh badi baate ye achchhi hoti nahi
jo mumkin hi nahi wo dave achche nahi
samjhdari yahi hai ki tum khud ko samalo tum
kayamat banke tutege hum mit jaoge tum
hum bhi nahi kam dekhe kitna hai dam
todege hum tera bharam
dosto ke liye aaj ki sham hai
dushmano ke liye aaj ye paigam hai
hausla hai bada kapdi hai
isse takrana hai ye bhi socho
hastiya mit na jaye tumari
napo tolo jara khud ko dekho
ye kaisa khuwab aap dekhte hai mere hujur
galatfemi ko aap rakhiye jara khud se door
kiski mitati hai hasti ye to waqt batayenga
aapki aakhiri khuwabes hai kya wo kahiyega
aapni to bolo jara khud ki
socho jara rahe kal tum

dosto ke liye aaj ki sham hai
dushmano ke liye aaj ye paigam hai
hushul aapna to ye hai
chhedte nahi kisi ko
chehdta hai koi humko to
chudte nahi hai hum unko
na takraye wo humse
ye seena hai phuladi
dushmani aapni isi hai
jo karti hai barbadi
aare ho nadano tum kya jano
dusmani chij kahete hai kisko
aare kamseeno thoda ji lo
pyar karlo jara jindgi ko



Film cast: Arshad Warsi, Sharad Kapoor, Milind Gunaji
Singer: Sonu Nigam, Altaf Raja, Preeti Uttam, Udit Narayan, Vinod Rathod, Vicky, Aditi Sahani
Music Director: Rajesh Roshan
Film Director: Madhur Bhandarkar
Film Producer: Hina Dilip Dhanwani, Rafiq Latiwala
External Links: Trishakti at IMDB    Trishakti at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy