Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Pyar ki Jeet
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.86 - 7 votes
Dard Bhare Geet
Video of the song from youtube

Lyrics of Dil To Rota Ho Magar - दिल तो रोता हो मगर

naa tadapne ki ijaajat hai, naa fariyaad ki hai
ghut ke mar jaau ye marji mere saiyaad ki hai
koi duniya me hamari tarah barbad na ho
koi duniya me hamari tarah barbad na ho
dil to rota ho magar hontho pe fariyaad na ho
dil to rota ho magar hontho pe fariyaad na ho

de ke ek pyaar bhara dil meri kismat ne kaha
jaa tere pyaar ki duniya kabhi aabaad na ho
jaa tere pyaar ki duniya kabhi aabaad na ho
dil to rota ho magar hontho pe fariyaad na ho
dil to rota ho magar hontho pe fariyaad na ho

pahle chhina tha tujhe ab leli nishaani teri
duniya kahti hai ke dil me bhi teri yaad na ho
duniya kahti hai ke dil me bhi teri yaad na ho
dil to rota ho magar hontho pe fariyaad na ho
dil to rota ho magar hontho pe fariyaad na ho
koi duniya me hamari tarah barbad na ho
koi duniya me hamari tarah barbad na ho
dil toh rota ho magar hontho pe fariyaad na ho


lyrics of song Dil To Rota Ho Magar

Comments for lyrics of song "Dil To Rota Ho Magar"
Bajaury on Sunday, February 27, 2011
Pity we do not have the video of this clip. This was a blockbuster film of
its era. Surriaya was mobbed at the release of this film and had to be
escorted to her flat in Bombay. What a phenom!

rumahale on Sunday, November 03, 2013
One more gem of a song in the voice of my favourite singing star,
complemented well by the lyricist and the composer. Thank you for keeping
memories alive.

Tarsem Lal Gercha on Friday, February 28, 2014
Na tadpne ki ezazat hai, na fariyaad ki hai, ghut ke mar jaon ye marze mere
syad ke hai"A marvellous heart touching lyrics by Qamar Jalalabadi rendered
by my favourite Suraiya can never be forgotten, haunting to my heart
forever, such is the sublime music by HusnLal BhagatRam that makes it so
dignified"De ke ek pyar bhara dil mere kismat ne kaha, ja tere pyar ki
duniya kabhi aabad na ha"Thanks Jitenderji for keeping the golden era alive.
Prof. Gercha.

smart2smarts on Friday, June 18, 2010
whaaat a heart touching song !! (^_^) no one in world destroyed like me...
heart cries but no one is ther to listen!!!

mohamedrafiq rahim on Thursday, July 30, 2015
THIS GREAT STAR HAD MONEY EVERYTHING BUT COULD NOT ACHIEVE LOVE UNTIL SHE
LEFT THIS WORLD PITY

View all 8 comments related to song Dil To Rota Ho Magar - दिल तो रोता हो मगर


Film cast: Rehman, Suraiya, Raj Mehra, Gope, Pratima Devi, Ram Avtar
Singer: Mohammed Rafi, Suraiya, Meena Kapoor, Surinder Kaur, Ram Kamlani
Lyricist: Rajendra Krishan, Qamar Jalalabadi
Music Director: Husnlal, Bhagatram
Film Director: O P Dutta
External Links: Pyar ki Jeet at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy