Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Chor
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Dil Me Hamare Rehte Ho - दिल में हमारे रहते हो

dil me hamare rahte ho fir bhi najro se dur kyu
fir bhi najro se dur kyu
dil me hamare rahte ho fir bhi najro se dur kyu
fir bhi najro se dur kyu
char dino ki is duniya me itna tumhe gurur kyu
ae ji itna tumhe gurur kyu
dil me hamare rahte ho fir bhi najro se dur kyu
fir bhi najro se dur kyu

hamne tumko kiya ishara kyu ham se sharma gaye
kyu ham se sharma gaye
hamne tumko kiya ishara kyu ham se sharma gaye
kyu ham se sharma gaye
gore gore mukhde par julfo ke badal chha gaye
julfo ke badal chha gaye
tirchhi najro se karte ho ghayal hame hujur kyu
ghayal hame hujur kyu
dil me hamare rahte ho fir bhi najro se dur kyu
fir bhi najro se dur kyu

jis din se harjai tumne ham se nata tod diya
ham se nata tod diya
hamne bhi us din se haye dil ka lagana chod diya
haye dil ka lagana chod diya
dil walo ko dukh dena hai duniya ka dastur kyu
duniya ka dastur kyu
dil me hamare rahte ho fir bhi najro se dur kyu
fir bhi najro se dur kyu

lab pe thandi thandi aahe aankh me aansu rahte hai
ae ji aankh me aansu rahte hai
yad teri sine se lagaye ro ro ham ye kahte hai
hauy kisi ne pyar ka sisa kar diya chakna chur kyu
kar diya chakna chur kyu
dil me hamare rahte ho fir bhi najro se dur kyu
fir bhi najro se dur kyu


lyrics of song Dil Me Hamare Rehte Ho



Film cast: Cuckoo
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhonsle, Meena Kapoor, Ameerbai Karnatki, Hamida Banu, Shamshad Begum
Lyricist: Chandra Shekhar Pandey, Bharat Vyas, Rammurti Chaturvedi, Vinod Kapoor, Harish Bhardwaj
Music Director: Govind Ram
Film Director: Anand Prasad Kapoor
External Links: Chor at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy