|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Dil Bechara Pyar Ka Mara (2)teri nazar mein kiya ishara hua ye dil aawara
teri nazar mein kiya ishara hua ye dil aawara
dil bechara pyar ka mara dil bechara pyar ka mara
teri nazar ne kiya ishara hua ye dil aawara
teri najar ne kiya ishara hua ye dil aawara
dil bechara pyar ka mara dil bechara pyar ka mara
dil ko samjhaye kya dil samjhta nahi
ham pareshan hai dil ke andaz se
dil ko samjhaye kya dil samjhta nahi
hama parshan hai dil ke andaz se
ye dhadkata hai ab bas tumhe dekh kar
jane kya ho gaya hai ise aaj se
dil ki halat najuk hai par dard bada hai pyara
ha dil ki halat najuk hai par dard bada hai pyara
dil bechara pyar ka mara dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
hum nahi jante kya hame ho gaya
ye khumari hai kya kis nashe mein hai hum
hum nahi jante kya hame ho gaya
ye khumari hai kya kis nashe mein hai hum
thoda bahka hai dil thode bahke hai hum
bekhudi hai badi kya kare hum sanam
dunia jeeta lekin yara tumse ye dil hara
ho dunia jeeta lekin yara tumse ye dil hara
ho dil bechara pyar ka mara dil bechara pyar ka mara
teri nazar ne kiya ishara hua ye dil aawara
dil bechara pyar ka mara dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara dil bechara pyar ka mara
Dil Bechara Pyaar Ka Maara |
Film cast: | Vikas Kalantri, Divya Palat, Rajpal Yadav, Aslam Khan, Aman Sondhi, Mallika Kapur, Jonita Doda, Shehzad Khan, Ghanshyam Garg, Nirmal Soni | Singer: | Sonu Nigam, Udit Narayan, Shreya Ghoshal, Priya Bhattacharya, Shaswati Fukan | Lyricist: | Traditional, Praveen Bharadwaj, Rajeshwar Mishra | Music Director: | Nikhil Vinay | Film Director: | Onkar Nath Mishra | External Links: | Dil Bechara Pyaar Ka Maara at IMDB Dil Bechara Pyaar Ka Maara at Wikipedia |
|
|
|
|
|