|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Darmiyaan - दरमियाँ teri meri mulaqaaton mein
oh,, choti choti unn baaton mein
tham jaata tha woh pal wahaan
beeta lamha pata bhi na chala
darmiyaan, darmiyaan
faasley kab aaye darmiyaan, darmiyaan, darmiyaan
faasley kab aaye darmiyaan,darmiyaan
kabhi meetha kabhi kadva saa
o sapna par woh apna tha
jaane kese paraya ho gaya
sapna toota pata bhi na chala
darmiyaan, darmiyaan
faasley kab aaye darmiyaan, darmiyaan darmiyaan
faasley kab aaye darmiyaan,darmiyaan
sunte the ke hai ye daayra
uss mein tha basa apna jahaan tha
socha na tha badal jaayega
tukda tukda sa reh jaayega
toota iss kadar dekho yaha
aisa bikhra sameta na gaya
darmiyaan darmiyaan
faasley kab aaye darmiyaan darmiyaan darmiyaan
faasley kab aaye darmiyaan,darmiyaan darmiyaan, darmiyaan
Chef |
Film cast: | Avtaar Singh Sahani, Chandan Roy Sanyal, Dinesh P. Nair, Milind Soman, Padmapriya Janakiraman, Pawan Chopra, Raghu Dixit, Ram Gopal Bajaj, Saif Ali Khan, Sobhita Dhulipala, Svar Kamble | Singer: | Raghu Dixit, Armaan Malik, Nikita Gandhi, Shahid Mallya, Vishal Dadlani | Lyricist: | Ankur Tewari, Rashmi Virag | Music Director: | Raghu Dixit, Amaal Malik | Film Director: | Raja Krishna Menon | Film Producer: | Bhushan Kumar, Janani Ravichandran, Krishan Kumar, Raja Krishna Menon, Vikram Malhotra | External Links: | Chef at IMDB | Watch Full Movie: | Chef at YouTube |
|
|
|