Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Taqdeerwala
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.94 - 18 votes
Raveena Tandon, Venkatesh
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Char Baje Baagon Mein - चार बजे बागों में

char baje bhago me panch baje yaado me
sath baje khawabo me aana
aath baje galiyo me nau baje kamare me
das baje vapas jana
kaise kaha se hai mujhe aana yaar jara rasta btana
kaise kaha se hai mujhe aana yaar jara rasta btana

char baje bhago me panch baje yaado me
sath baje khawabo me aana
aath baje galiyo me no baje kamare me
das baje vapas jana
kaise kaha se hai mujhe aana yaar jara rasta btana
kaise kaha se hai mujhe aana yaar jara rasta btana

na baba na na na baba mai bhala barosa tujhpe karu
aur kahi bhago se le jayega phul mere jhure me mahakayega
khwabo me meri jaan yado me aa jana na kabhi kahna sanam
ho ke juda tujhse na rah paunga dard judaai ka na sah paunga
jane de jane de banware diwane tu aise na bate bana
aane de aane de baho me aane de aise na dil ko jala
char baje bhago me panch baje yaado me
sath baje khawabo me aana
aath baje galiyo me no baje kamare me
das baje vapas jana
kaise kaha se hai mujhe aana yaar jara rasta btana
kaise kaha se hai mujhe aana yaar jara rasta btana

dekhega koi to dekhega aaungi aaungi jo kabhi teri gali
hogi duniya me badi rushwaiya
fir na bajegi ghar me sahnaiya hona hai yaha jo hona
honi to kabhi na tale tali jane ada kamare chhup me jayenge
aur kisi ko na najar aayenge lana hai
mujhko jo kamare me raja tu sahra saja ke aa
jane tamna tu puch ke apne ghar walo se to bta
char baje bhago me panch baje yaado me
sath baje khawabo me aana
aath baje galiyo me no baje kamare me
das baje vapas jana
kaise kaha se hai mujhe aana yaar jara rasta btana
kaise kaha se hai mujhe aana yaar jara rasta btana


lyrics of song Char Baje Baagon Mein

Comments for lyrics of song "Char Baje Baagon Mein"
M Y on Monday, October 12, 2009
saale, usko to mukammmal pata hai,awr mujhe ab tumhaara asli roop saamne aa
raha hai.ab mujhe pata chala,ke tu rozoon me itna tang kyoon ta saala.waise
iftaari ke baad to ijaazat hoti hai islaam mei.hehhhehehehe.saale ghalat
mat samaj, khane awr peene ka keh raha hoon.hehehhheh Yaseen,beijing.

M Y on Monday, October 12, 2009
Munaa ji, yeh sirf aap ko nahi, saari dunya ko pata hai,aw mujh se to ye
sala nahi chup sakta.mujhe pata hai kya ho raha hai aaj kal iske channel
pe,aw channel se bahar bhi.bakee isko khud apni aadaton ka pata hai saale
ko.hehehheh behtar hai ke ye khud sudhar jayee,warna. Yaseen,beijing.

M Y on Monday, October 12, 2009
GREATTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTTT melody bro. i love it too much,and its a
classic melody on ur page,bec u have most of them as my favorite.this s an
addition to that list.Top uplaod.udit did awsome job with this one.keep it
up. Yaseen,beijing.

Javed Shah Afridi on Sunday, October 11, 2009
Hay yeah kia ho raha hai kis ko bula rahe ho chote ustaad. Great great
great amazing song i love it. This type of songs suit udit's voice you know
this is the style of udit i love the most. Superb choice chote. Keep it up

M Y on Monday, October 12, 2009
Munna ji, tum ne use acchi tarah pehchaana hai.ladkiyoon ke peechay pora
pora din utube pe beta rehta hai saala, waheed. heeeehhe yaseen,beijing.

View all 13 comments related to song Char Baje Baagon Mein - चार बजे बागों में


Film cast: Venkatesh, Raveena Tandon, Shakti Kapoor, Kader Khan, Asrani, Anupam Kher, Reema Lagoo, Laxmikant Berde, Tiku Talsania, Dinesh Hingoo, Satyen Kappu, Tisca Chopra, Rakesh Pandey
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik, Sadhna Sargam, Abhijeet, S P Balasubramaniam
Lyricist: Sameer
Music Director: Anand Milind
Film Director: K Murali Mohan Rao
Film Producer: D Rama Naidu
External Links: Taqdeerwala at IMDB    Taqdeerwala at Wikipedia
Watch Full Movie: Taqdeerwala at YouTube    Taqdeerwala at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy