|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Bolo Kya Khayal Hai, Mujhko Tumse Pyar Hai - बोलो क्या ख्याल हैं, मुझको तुमसे प्यार हैं ishq divana hai
tumko chaha toh jana sanam
ishq divana hai
tumko chaha toh jana sanam
ishq divana hai
tumko chaha toh jana sanam
ishq divana hai
tumko chaha toh jana sanam
abb yar ke bina
jina bada dushvar hai
mera nahi
dil kaa yeh saval hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
mujhko tumse pyar hai
ishq divana hai
tumko chaha toh jana sanam
ishq divana hai
tumko chaha toh jana sanam
abb yar ke bina
jina bada dushvar hai
mera nahi
dil kaa yeh saval hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
mujhko tumse pyar hai
tum ho meri jaan meri aashiqi
tum se hai javan meri aashiqi
tum ho meri jaan meri aashiqi
tum se hai javan meri aashiqi
apne dil ko tham lu
jab tumhara naam lu
kya karu
dil mera behal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
mujhko tumse pyar hai
hai ajab si bekarari aajkal
duriya sahi naa jaye ek pal
hai ajab si bekarari aajkal
duriya sahi naa jaye ek pal
khvab ho nasib ho
tum mere karib ho
ho ke juda
rahana muhal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
mujhko tumse pyar hai
ishq divana hai
tumko chaha toh jana sanam
ishq divana hai
tumko chaha toh jana sanam
abb yar ke bina
jina bada dushvar hai
mera nahi
dil kaa yeh saval hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
bolo bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
bolo kya khayal hai
mujhko tumse pyar hai
lyrics typed by: neha gupta
|
Comments for lyrics of song "Bolo Kya Khayal Hai, Mujhko Tumse Pyar Hai" |
|
starloverize on Thursday, July 21, 2011 Nice Song!!!
|
Love In Nepal |
Film cast: | Sonu Nigam, Fllora Saini, Ehsaan Khan, Raj Zutshi, Rajpal Yadav, Vijay Raaz, Shweta Keswani, Asif Basra, Ganesh Yadav, Surendra Rajan | Singer: | Hema Sardesai, Sapna Mukherjee, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan | Lyricist: | Sameer | Music Director: | Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani, Anu Malik, Nikhil, Vinay | Film Director: | Rajat Mukherjee | Film Producer: | T P Aggarwal | External Links: | Love In Nepal at IMDB Love In Nepal at Wikipedia | Watch Full Movie: | Love In Nepal at YouTube |
|
|
|
|
|