Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bhulna Nahi, Bhulna Nahi - 3 - भूलना नही, भूलना नही
bhulna nahi, bhulna nahi banake diwana bhulna nahi
dhaga wafaoka na tute kahi teri mohabbat pe hai mujhko yaki
bhulna nahi, bhulna nahi banake diwana bhulna nahi
keh raha dil khudko mai mita dun
is tarha toda hai dil tune bata kyun
keh raha dil khudko mai mita dun
is tarha toda hai dil tune bata kyun
bhulna nahi, bhulna nahi banake divana bhulana nahi
jindagi ko khwab yu dikhake tune mera hath choda tufan milake
jindagi ko khwab yu dikhake tune mera hath choda tufan milake
bhulna nahi, bhulna nahi banake divana bhulana nahi
dhaga wafaoka na tute kahi teri mohabbat pe hai mujhako yakin
bhulna nahi, bhulna nahi banake divana bhulana nahi