Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sant Tukaram
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Bhagwan Ne Janam Diya Manav Ko - भगवान् ने जनम दिया मानव को

bhagwaan ne janam diya manav ko
aur shakti ka daan diya
shakti badha kar manav ne
khud me paida abhiman kiya
ek din aaya yaha nepoliyan
dhaak se jiska jagat tharra utha

ek din aaya sikndar garjta
gunjta gata gagan ko chirta
yaad hai ek ladka kya tufaan tha
jiske pahale ? ke dam kiya

jis abhiman karan nar ne
prbhu banne ka jatan kiya
bade bade tana shaho ka
is abhiman n epatan kiya

ye to hain wo desh ke
jinko shakti par abhiman
ab dekho bharat ke
jisko bhakti par hi man hain
bharat bhumi mahan, shnto ki hain khan

hinsa ke agyan andhero me thi
jab duniya soti
mahveer swami soti
le saty ahinsa ki jyoti
om namha ari hantanam
ahinsa parmo dharma
ahinsa parmo dharma

hinsak nar pashuo se jab tha
bhara huaa sansaar
daya murti bhagwan buddh ne
liya yai avtar
buddham sharan gachhami
bhum bhum gachhami
sangam sharan gachhami

das bani jab sabki atama
mita aatm samman
prkat huye bapu mahatma
gandhi ban bhagwaan
raghupati raghav raja ram
patitpavan sita ram
ishwar allah tero naam
sabko sanmat de bhagwan
raghupati raghav raja ram
patitpavan sita ram

ye jhanki to dekh chuke
ab kuchh yug pichhe laut chalo
sant sheromani tukaram ki
katha suno aur phulo phalo


lyrics of song Bhagwan Ne Janam Diya Manav Ko



Film cast: Shahu Modak, Anita Guha, B M Vyas, Helen, Rohit Kumar, Tun Tun, Madhu Apte
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Manna Dey
Lyricist: Madhukar Rajasthani, Bharat Vyas
Music Director: Vedpal
Film Director: Rajesh Nanda
External Links: Sant Tukaram at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy