|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Ban Me Bahar Aa Gayi - बन में बहार आ गयीban me bahaar aa gayi
ban me bahaar aa gayi
tu man me aaja, tu man me aaja
ban me umang chha gayi
ban me umang chha gayi
tu man me chha ja
jag hariyaali, kadam kadam par ambua mahke
koyal bole daali daali
tu bhi kuk suna
saajan aaja aa
man ki nagri aaye basa ja, aa
saajan aaja aa
man ki nagri aaye basa ja
tu hi man ka raja
tu hi man ka raja
tumhe main bulaaun
main kaahe aaun
kaan karo ek baat sunaaun, kya kya
vo baat nahi kehne ki
vo baat nahi kehne ki
par main nahi chup rehne ki
vo baat nahi kehne ki
par main nahi chup rehne ki
tu man me aa ja
ban me bahaar aa gayi
tu man me aaja
ban me umang chha gayi
ban me umang chha gayi
Padosi |
Film cast: | Mazhar Khan, Gajanan Jagirdar, Anees Khatoon, Radha Kishan, Lajwanti, Sumitra, Gopal, Balak Ram | Singer: | Anees Khatoon, Balwant Singh, Balakram, Gopal | Lyricist: | Pandit Sudarshan | Music Director: | Master Krishnarao | Film Director: | V Shantaram | Film Producer: | Prabhat | External Links: | Padosi at IMDB Padosi at Wikipedia | Watch Full Movie: | Padosi at YouTube |
|
|
|
|
|