Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

God And Gun
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ban Gayi Ban Gayi Ban Gayi Yaar
4.67 - 6 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ban Gayi Ban Gayi Ban Gayi Yaar - बन गई बन गई बन गई यार

ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
pancho ungli ghi me jam ke chalega karobar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar

rukh badla aur rangat badli ho gaye vare nyare
rukh badla aur rangat badli ho gaye vare nyare
raat ko suraj niklega aur din ko dikhenge tare
daulat ke mahlo me lagega daulat ke mahlo me lagega
husn ka ye darbaar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar

kaal kothari jel khana kya chauki kya thana
kaal kothari jel khana kya chauki kya thana
kisi ke bas me nahi hai ab to kaid mujhe kar pana
dhamkayega are dhamkayega kar du andar kahe ka thanedar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar

nachungi mai aaj pahan ke payal jhumar jhumka
nachungi mai aaj pahan ke payal jhumar jhumka
hil jayegi sari duniya marungi vo thumka
bijli banke dilo pe mai bijli banke dilo pe mai
gir jaungi dildaar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
pancho ungli ghi me jam ke chalega karobar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar


lyrics of song Ban Gayi Ban Gayi Ban Gayi Yaar



Film cast: Jackie Shroff, Gautami, Raj Babbar, Prem Chopra, Shiva, Madan Jain, Sadashiv Amrapurkar, Rakesh Bedi, Raaj Kumar, Sanjeeva, Himani Shivpuri, Avtar Gill, Anant Mahadevan, Kamal Deep, Harish Patel, Brahmachari, Deepak Qazir, Arun Bakshi, Asha Sharma, Jairaj, Master Ajay Nagrath
Film Director: Esmayeel Shroff
Film Producer: Kulbhushan Gupta
External Links: God And Gun at IMDB    God And Gun at Wikipedia
Watch Full Movie: God And Gun at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy