|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Bachpan Se Akelaa - बचपन से अकेला मैं, अकेला हूँbachpan se akela main, akela hu
bachpan se akela main, akela hu
zindagi mein aisa kya hua
main rutha bhi nahi, hansa bhi nahi
jinda hu magar zindagi nahi, zindagi nahi
bachpan se akela main, akela hu
manzil ke raaste mein ik sahara mila tha
aasha aur umeed ka ek sapna dekha tha
o manzil ke raaste mein ik sahara mila tha
aasha aur umeed ka ek sapna dekha tha
tut gaya sapna, chala gaya apna
tut gaya sapna, chala gaya apna
phir bhi jinda hu main
zindagi nahi, zindagi nahi
bachpan se akela main, akela hu
patthar ki duniya se mujhe kya mila hain
mere naseeb mein ab na jaane kya likha hain
o patthar ki duniya se mujhe kya mila hain
mere naseeb mein ab na jaane kya likha hain
tut gaya sapna, chala gaya apna
tut gaya sapna, chala gaya apna
phir bhi jinda hu main
zindagi nahi, zindagi nahi
bachpan se akela main, akela hu

|
Comments for lyrics of song "Bachpan Se Akelaa" |
|
shaan kudroli on Saturday, July 06, 2013 tere bin aise jeeraha hoon jaise k jaan he magar saanse nahi , dil he magar
dhadkan nahi , ankh he magar koi manzar nahi , pyar he magar mere naseeb me
nahi..
Meera Yoga on Friday, July 05, 2013 WOW Amazing...only from Sonu..I LOVE HIM FIRST
shaan kudroli on Saturday, July 06, 2013 ye kab ka gana he bhai ????
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|