|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Assalaam Vaalekum (Remix) - अस्सलाम वालेकुम अस्सलाम वालेकुमassalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
har insan ne kabhi na kabhi kisi
na kisi se pyar kiya hai
maine aap sabne toh usi pyar ke nam
zindagi kurban mohatarama
jab aaye samne najro ke tum mohatarama
honsho hawas mere ho jaye gum
jab aaye samne najro ke tum mohatarama
honsho hawas mere ho jaye gum
duaye karu main sajda karu yahi main kahu
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
jab aaye samne najro ke tum mohatarama
honsho hawas mere ho jaye gum
jab aaye samne najro ke tum mohatarama
honsho hawas mere ho jaye gum
duaye karu, main sajda karu yahi main kahu
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum, walekum assalam
teri kashish tadpati hai dard-e-dil ye badhati hai
betabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsati hai
awara armano ki manzil tum, deewane lamho ki ho mehfil tum
awara armano ki manzil tum, deewane lamho ki ho mehfil tum
mere jasbat mein tum ho rawa mohatarama
tum pe kurban hai dil ka jahan mohatarama
mere jasbat mein tum ho rawa mohatarama
tum pe kurban hai dil ka jahan mohatarama
duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
yadon ki tanhayi mein jajbo ki gehrayi mein
ehsason ki sargarmi hai, tere khabo ki parchayi mein
dard-e-mohabbat ka hai yeh jadu, betabiya hai meri bekabu
dard-e-mohabbbat ka hai yeh jadu, betabiya hai meri bekabu
tumse deewangi ka hai nasha mohatarama
pehele deedar se mein hu fida mohatarama
tumse deewangi ka hai nasha mohatarama
pehele deedar se mein hu fida mohatarama
duaye karu main sajda karu yahi main kahu
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
assalam walekum walekum assalam
mohatarama

|
Comments for lyrics of song "Assalaam Vaalekum (Remix)" |
|
Tuseef Ahmed on Friday, October 26, 2012 Like if you're listening to this in 2013
|
 Aap Ka Surroor - The Moviee |
Film cast: | Himesh Reshammiya, Mallika Sherawat, Hansika Motwani, Raj Babbar, Darshan Jariwala, Anant Mahadevan, Sachin Khedekar, Pankaj Jha | Singer: | Asha Bhosle, Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal, Sunidhi Chauhan | Lyricist: | Sameer | Music Director: | Himesh Reshammiya | Film Director: | Prashant Chadha | Film Producer: | Vijay Taneja | External Links: | Aap Ka Surroor - The Moviee at IMDB Aap Ka Surroor - The Moviee at Wikipedia | Watch Full Movie: | Aap Ka Surroor - The Moviee at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|