|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein To Jaha - अजनबी सा लगता है हमें तो जहांyeh jhuki jhuki si teri nazar
kuchh to kah gayi hai kuchh khabar
ha kisko hosh hai kisko khabar
kuchh to ho gaya hamko magar
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajanabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
aasmaa ke paar shayad hoga wo jaha
tumko leke sath apne chal du mai waha
badalo ke sar pe hai thama thama aasma
faisla tum karo jaana hame hai kaha
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
mitha mitha khatta khatta sa ehsaas hai
jalti jalti chubhti chubhti si koyi pyaas hai
kuchh naya naya naya sa khwab hai hamsafar
bas chalo chale chale pyar ki hum dagar
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
kisko hosh hai kisko khabar
kuchh to ho gaya hamko magar
ajnabi sa lagata hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
Zindagi Tere Naam |
Film cast: | Dia Mirza, Mithun Chakraborty, Ranjeeta, Dalip Tahil, Supriya Karnik, Sharat Saxena, Himani Shivpuri, Priyanka Mehta, Aseem Ali Khan, Yatin Karyekar | Singer: | Afzal Sabri, Amanat Ali, K K, Richa Sharma, Shaan, Shafqat, Sunidhi Chauhan, Wajid | Lyricist: | Faiz Anwar, Jalees Sherwani | Music Director: | Sajid, Wajid | Film Director: | Ashu Trikha | External Links: | Zindagi Tere Naam at IMDB Zindagi Tere Naam at Wikipedia | Watch Full Movie: | Zindagi Tere Naam at YouTube Zindagi Tere Naam at YouTube |
|
|
|
|
|