|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Aawaragee Barange Tamasha Buree Nahee - आवारगी ब-रंग-ए-तमाशा बुरी नहींaawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
jauk-e-najar mile to ye duniya buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
kahte hain teri julf-e-parisha ko jindagi
kahte hain teri julf-e-parisha ko jindagi
ae dost jindagi ki tamanna buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
hai nakuda ka meri tabahi se wasta
hai nakuda ka meri tabahi se wasta
mai janata hun niyat-e-dariya buri nahi
mai janata hun niyat-e-dariya buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
is rahjan-e-hayat jamane se dur chal
is rahjan-e-hayat jamane se dur chal
mar bhi gaye to chadar-e-sahra buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
jauk-e-najar mile to ye duniya buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
aawaragi ba-rang-e tamasha buri nahi
Mahtab (Ghulam Ali) |
Singer: | Ghulam Ali | Lyricist: | Ahmed Nadeem Qasmi, Saghar Siddiqui, Habib Jalib, Parveen Shakir, Mohsin Naqvi | Music Director: | Ghulam Ali |
|
|
|
|
|