Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan - आंवारा कहता था मुझे ये जहां
aawara kahata tha mujhe ye jaha
jis din paaya jaanam tujhe meharba
aawara kahata tha mujhe ye jaha
jis din paaya jaanam tujhe meharba
aabad hone lagi suni se ye
karne laga pyar main
karne laga aashiki, mere dil ne pukara
aawara aawara aawara
aawara kahata tha mujhe ye jaha
jis din paaya jaanam tujhe meharba
aawara kahata tha
kuchh tere jalwo ne deewana kiya
kuchh to is dil se bhi sharart huyi
mere tasvvur mein bas tu hi tu
tujhse jaanam yu mohabbat huyi
sadiyo se mujhko bhi teri aarju
badli hai kismat ye mili jab se tu
aabad hone lagi suni si ye jinadgi
karne laga pyar main
karne laga aashiki, mere dil ne pukara
aawara aawara aawara
aawara kahata tha
jis din se najro mein tu shamil hui
har shay mein karta hu najara tera
yu hi bhatkata rehta main saari umar
mujhko agar na milta sahara tera
ab koi hasrat hai na kuchh aas hai
teri wafa ab to mere paas hai
aabad hone lagi suni se ye jinadgi
karne laga pyar main
karne laga aashiki, mere dil ne pukara
aawara aawara aawara
Comments for lyrics of song "Aawara Kehta Tha Mujhe Yeh Jahan"
Mamun Razzaque on Sunday, March 04, 2012 thanks narayan i love all of your song and god is give you music
Ram Sunar on Monday, November 24, 2014 Udit Ji no1 singer in Bollywood love you sir bigfan of yours