Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Comments on song from the movie Non-film (Mehdi Hassan)
Search Film
Song Heading Singer Music By Lyricist Movie / Album Actor Category
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.50
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Comments for song "parishaan ho ke meri khaak aakhir dil na ban jaae"
ezeeusb on Saturday, November 01, 2008
yaar tauseef it can't get any better then this two Ustada's and then
Kalam-e Iqbal make it perfect combination (young ustad Tari Khan on tabla)
thanks for this beautiful treat

tauseefqau on Saturday, November 01, 2008
waisay Ustad Mehdi Hassan bhi BooRhay nahi yahan :P and Welcome sir jii..
bas MuhabbatoN mein yad rakha karain :)

tauseefqau on Saturday, November 01, 2008
ahaan thanks for reminding about Ustad Tari Khan.i forgot to mention :)

tauseefqau on Saturday, November 01, 2008
bas kiya kartay..aap itnay achhay upload kar rahay hain..ab hamain bhi to
kuch karkardagi dikhani ho gi na :) rest of everything...the way in which
Mehdi Hassan has sung it is more than Perfect..i dont think anyone can sing
better. Justice with Poetry of Iqbal :)

ezeeusb on Saturday, November 01, 2008
ji bilkaul baja fermaya aap nee. rehaa Muhabbaton ka swaal tu janb ous ki
master and exclusive dealer ship choudry sahib key pass hai aour woh
mashala bhout he istmaal ker rehay hai ous ka aaj kal. (aap ko pata chala
ho ga unka gala kharb hai) and lastly Khan Sahib ki tareef kerna assan kaam
nahi ess liay mein ney try hi nahi ki :)

tauseefqau on Saturday, November 01, 2008
ji ji Mohtram chudhry sahib ne zikar to kiya tha galay ki kharabi ka.lakin
mein samjha ab tak theek ho gaye hoN gey..lakin lagta hai jo mein ne last
time bohat ziyada respect se Mukhatab kiya tha uska ulta asar hova hai :P..
aainda unki sehat ka khiyal rakha jaye ga:D Aor aap ne theek kaha...Ustad
Mehdi hassan ki tareef karty hove bhi Dar lagta hai.kahien koi ghalti na
ho jaye.. ab sooraj ko chiragh kon dikhaye 8)

bhupidhillon on Saturday, November 01, 2008
Words cannot describe the way Mehdi Hassan has sung this ghazal - no wonder
he is the "Shehanshah"!!

saghar sarkar on Thursday, November 20, 2008
shehanshah-e-ghazal khan sab mehdi hasan khan ki kya baat hai

Syed Abdali on Monday, February 16, 2009
I am going to have to look this one up

contributor79 on Thursday, March 19, 2009
Thank you very much for your efforts.

shahzi1982 on Tuesday, September 08, 2009
shehanshah-e-ghazal khan sab mehdi hasan *ki best ghazal kon kon si hai plz bata do

maonpoka on Friday, March 19, 2010
Lafz Paresahan ka Pari se koi taauq nahe pari k maani farsi mein khobsoorat k hein tu gar prishan kahein gey tu Khoobsurat shan matlab ho ga jo k beymaani hey, darasal Parishan bilkul gariban k tarah hey kuch log gariban kehyey hein aur bohat se lo greban kehtey hein. mmkin hey preshan sahi talffuz ho lekin ziada istemal preshan ka hoa ho. tu jo lafz mashoor ho jata ghalaulaam kehlata hey jesey Simt aur samt wghera

wajahatalvi2003 on Thursday, May 13, 2010
Janab ab kya wuqat iss insaan ki, jub itni ba zaooq lugaat ba tehreer ho.
bus her chaund ke la bala mumkin hai khan sahab ke khayal ki tareef. bus
dono jahan teri mohabbat mey har ke woh ja raha hai koi shab-e-gham guzar ke

Balwant Gurunay on Sunday, May 30, 2010
Dr Iqbal's qalaam and Ustad mehadi Hassn's voice.has to be PURE
MAGIC ... Balwant Gurunay

ahadbutt on Thursday, June 17, 2010
kaya bat hay wah wah bohot khub wah bohot khub ROOH OR MAAN DONO TAZA HO GAYE WAH

gmdchanar on Tuesday, July 20, 2010
i appricate ur effort but who said to you that he is "Ustad"?he is not
Ustad...He is only a Gazal gayak.Ustad in singing is a different
topic.

Safdar Imam on Monday, October 18, 2010
Such a masterpiece. Jazakum Allah for uploading this Tauseef sb.

nawabshaukat on Friday, June 15, 2012
MOSIQEE ka BAAP

ehsgorgeous on Monday, September 10, 2012
Wah.,angusht ba dandan hain,is ke ilawa aur kya kahen,wahhh.

Naseer Sheikh on Tuesday, March 05, 2013
kiya baat hai

Abdul Baig on Wednesday, August 12, 2015
Only Khan sahib Mehdi Hassan Khan could only sang the way way he sung
kalam-e-Iqbal from very low to high notes. Amazing. Thank you for sharing.

21 comments related to song parishaan ho ke meri khaak aakhir dil na ban jaae shown on 1 pages.



Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy