Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Amrita Rao - amrita_rao_059.jpg
Amrita Rao

Sunghursh
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De
4.10 - 73 votes
Dilip Kumar
Dance Songs, Masti Bhare Geet, Raag Based Songs, Raga - Kafi
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.10
Total Vote(s) : 73
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De - मेरे पैरो में घुंघरू बंधा दे

dil paayaa albelaa maine tabeeyat meri rangeeli
haay aaj khushi mein maine bhaiyya
thodi si bhang pi lee ha ha ha ha

haay mere pairon mein haay
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo
bandhaa de to phir meri chaal dekh le
zaraa jam ke bhaiyyaa mohe laali chunar
mohe laali chunariyaa odhaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le kyaa chaal hai tori
zaraa jhoom le gori

a-haa, waah

haule dole kisi ki nathni jhoome kisi kaa jhumkaa
har pari dil thaam le apnaa aisaa lagaun thumka
kaise bhalaa jab ho kisi ki byaah sagaayi
meri jawaani le angdaayi meri jawaani le angdaayi
koyi meri haay haay, koyi meri bhi shaadi karaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le

koyi ghoonghat waali mere dil pe chalaaye chhuriyaan
koyi nainon waali chhod e nainon se phuljhadiyaan
roop hain laakhon aur ik dil hai aape mein rahna bhi mushkil hai
aape mein rahanaa bhi mushkil hai
koyi ankhiyon haay haay koyi ankhiyon se daaru pilaa de
to phir meri chaal dekh le zara nain milaa ke
zara dil lagaa ke

ek najar se dil bharmaye dooji se le jaaye
teeji najar tu aisi maare jo dekhe lut jaaye
saari duniyaa tujhpe deewaani main bhi to dekhoon teri jawaani
main bhi to dekhoon teri jawaani zaraa mukhde hoy hoy
zaraa mukhde se ghunghtaa hataa de to phir meri chaal dekh le
mohe laali chunar mohe laali chunariyaa odhaa de
to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le


lyrics of song Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De

Comments for lyrics of song "Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De"
sureshshah3 on Monday, November 04, 2013
What an expression , Rafi Saab , Koi Ankhiyon Se daru Pila De To Phir Meri
Chaal Dekh Le. No one can touch King of Playback singing ...Rafi
Saab.Very Good Upload.Keep It Up.

aneeshdollydhody φ*ANEESH*φ on Sunday, June 13, 2010
kya chaal hai tori zara jhoom le gori haaye dole kisi ki nathni jhoome
kisi ka jhumka har paari dil thaam le apna aisa lagaaun thumka kaise
bhala.. jab ho kisi ki byaah sagaayi meri jawaani le angdaayi meri jawaani
le angdaayi koi meri.. haaye haaye koi meri bhi shaadi kara de to phir meri
chaal dekh le mere pairon mein ghunghroo bandha de to phir meri chaal dekh
le koi ghoonghat waali mere dil pe chalaaye chhuriyaan koi naino waali
chhode naino se phuljhadiyaan

aneeshdollydhody φ*ANEESH*φ on Sunday, June 13, 2010
zara mukhde.. hoye hoye zara mukhde se ghunghta hata de to phir meri chaal
dekh le mohe laali chunar.. mohe laali chunariya odha de to phir meri chaal
dekh le mere pairon mein ghunghroo bandha de to phir meri chaal dekh le
This song is a hit number from the film Sunghursh. This film was released
in the year 1968 under the direction of Harnam Singh Rawail. Lead roles in
the film are played by Dilip Kumar, Vyjayanthimala and Sanjeev Kumar.

aneeshdollydhody φ*ANEESH*φ on Sunday, June 13, 2010
roop hai laakhon aur ik dil hai aape mein rehna bhi mushkil hai aape mein
rehna bhi mushkil hai koi ankhiyo.. haaye haaye koi ankhiyo se daaru pila
de to phir meri chaal dekh le zara nain mila ke zara dil laga ke ek nazar
se dil bharmaaye dooji se le jaaye teekhi nazar tu aisi maare jo dekhe lut
jaaye saari duniya tujh pe deewaani main bhi to dekhun teri jawaani main
bhi to dekhun teri jawaani

aneeshdollydhody φ*ANEESH*φ on Sunday, June 13, 2010
Movie : Sunghursh Singers : Mohammad Rafi Song : Mere Pairon Mein Ghunghroo
Bandha De Lyricist : Shakeel Badayuni Actors : Dilip Kumar, Vyjayanthimala,
Sanjeev Kumar Music Director : Naushad

View all 9 comments related to song Mere Pairon Me Ghunghroo Bandha De - मेरे पैरो में घुंघरू बंधा दे


Film cast: Dilip Kumar, Balraj Sahni, Sanjeev Kumar, Jayant, Durga Khote, Vyjayantimala, Sunder, Ulhas, Deven Verma, Sulochana, Padma, Iftekhar, Urmila Bhatt, Padma Rani, Sapru, Lata Sinha, Paro, Rani, Jagdish Raaj, Kamal Deep, Dev Dutt, Ram Mohan, Jr Mehmood, Arun, Aziz, Ramlal, Mumtaz Begum, Dilip Dhawan, Anju Mahendroo
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mohd. Rafi, Mahender Kapoor
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Director: Naushad Ali
Film Director: H S Rawal
External Links: Sunghursh at IMDB    
Watch Full Movie: Sunghursh at YouTube    Sunghursh at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Noorie (1979)
Noorie (1979)
Andaz (1971)
Andaz (1971)
Saranga (1961)
Saranga (1961)
Footpath (1953)
Footpath (1953)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy